morning after pill
Shutterstock/antoniodiaz

आपातकालीन गर्भनिरोधन क्या है?

कंडोम चाहे आपके दिमाग से फिसला हो या लिंग से, परिणाम एक ही होता है, घबराहट। कहीं वो नहीं हो जाये जिसका आपको डर था? लेकिन घबराइए नहीं- आपके पास ओर भी उपाय हैं। आइये जानते हैं इसके बारे में इस बार के पांच बड़े तथ्य श्रंखला में!
  1. इ-पिल
    इमरजेंसी पिल, जिसे अक्सर इ पिल भी कहा जाता है, देश भर में दवा की दुकान पर बिना डॉक्टर के परामर्श के आसानी से उपलब्ध है। ये असुरक्षित सेक्स के बाद गर्भ से बचने का आसन और कारगर तरीका है, यदि समय रहते ले ली जाये तो।कुछ ब्रांड केवल एक गोली लेने की सलाह देते हैं जबकि कुछ दूसरे ब्रांड 12 घंटे के अंतराल में 2  गोलियां लेने की सलाह देते हैं। सेवन से पहले दवा विक्रेता या चिकित्सा विशेषज्ञ की सलाह लेना उचित है।
    कुछ महिलाओं  को इसके सेवन से उलटी और जी मिचलाने जैसे साइड इफेक्ट्स होते हैं। इसके साथ साथ इनका असर आपकी अगली माहवारी की साईकल पर होना भी आम बात है। इ-पिल सामान्य गर्भनिरोधन नहीं  है। इसे सिर्फ इमरजेंसी में ही लेना ठीक है।
  2. इ पिल कब लें
    असुरक्षित सेक्स के बाद जितनी जल्दी इसे लिया जाये उतना बेहतर है। इ पिल 72 से लेकर 120  घंटे तक उपयोगी हो सकती है। कई चिकित्सा सलाहकार इस गोली को घर पर हमेशा रखने की सलाह देते हैं। ताकि आपको अचानक इसके तलाश में रात बे रात भटकने की ज़रूरत न पड़ जाये। अध्यन दर्शाता है की इन्हें घर में रखना असुरक्षित सेक्स की सम्भावना को बढ़ाने का कारण  नहीं है।
  3. क्या इ पिल एबॉर्शन की दवा है?
    नहीं. इ पिल एबॉर्शन की गोली नहीं है। इ पिल कई तरह काम करती है लेकिन यदि गर्भ ठहर चूका हो, तो ये बेअसर है। यदि आप इ पिल ओवुलशन से पहले ले लें तो इस गोली के प्रभाव से स्पर्म का अंडाशय में पहुंचना मुश्किल हो जाता है। और इस वजह से आप गर्भ से बच सकती हैं।
    यदि आप गर्भ ठहरने के बाद ये गोली लेती हैं तो इसका कोई नेगेटिव इफ़ेक्ट तो नहीं है। हालाँकि एबॉर्शन की गोली 'मिफे प्रिस्तोन' का 100 mg  की खुराख भी इमरजेंसी में गर्भ निरोधक का काम करता है। लेकिन इसे लेने से पहले भी मेडिकल सलाह आवश्यक है।
  4. इमरजेंसी गर्भनिरोधन के लिए IUD का प्रयोग
    गर्भनिरोधन का एक कारगर तरीका है कॉपर-टी जिसे कोइल भी कहा जाता है। असल में ये गर्भनिरोधन का सबसे असरदार उपाय है। सेक्स के 5 दिन बाद भी इसे डालने से 99.9% सम्भावना कम हो जाती है, ऐसा 'प्लांड पैरेंटहुड संस्थान' का कहना है। लेकिन इसके लिए भी डॉक्टर की सलाह बेहद ज़रूरी है, और  सही तरीके से लगाने के लिए संभव है की आपको कुछ ऊँची कीमत अदा करनी पडे।
    लेकिन इसके फायदे भी बड़े हैं। कॉपर टी महिला के शरीर में 10 साल तक रह सकता है और  गर्भ निरोधन का काम बखूबी कर सकता है।
  5. यज्पी मेथड
    आप अधिक मात्रा  मौखिक कंट्रासेप्टिव, जैसे की 'द पिल' भी ले सकती हैं। इसे यज्पी मेथड कहा जाता है। ये ज़्यादा कारगर नहीं है और  इसके साइड इफ़ेक्ट भी ज़्यादा  हैं। इसलिए दुसरे उपायों का चुनाव बेहतर है। इसकी तुलना में प्रोजेस्तोंन (मिनी पिल) का हाई डोज लेना ज्यादा उचित है।
    लेकिन ये जानना ज़रूरी है की यदि आप पहले से इस प्रकार की पिल ले रही हैं तो इमरजेंसी पिल शायद आप पर ज्यादा असरदार न साबित हो। तो ये ज़रूरी है की आप यज्पी मेथड अपनाने से पहले डाक्टरी सलाह ज़रूर ले लें। इ पिल की ही तरह यज्पी मेथड का प्रयोग भी सिर्फ इमरजेंसी में करना ही उचित है।

यह लेख पहली बार 26 जुलाई, 2013 को प्रकाशित हुआ था। तस्वीर में मौजूद व्यक्ति एक मॉडल है।

कोई प्रश्न ?  नीचे टिप्पणी करके या हमारे फेसबुक पेज पर लव मैटर्स (एलएम) के साथ जुड़कर अपने विचार हम तक पहुंचाएंI यदि आपके पास कोई विशिष्ट प्रश्न है, तो कृपया हमारे चर्चा मंच पर एलएम विशेषज्ञों से पूछें।

क्या आप इस जानकारी को उपयोगी पाते हैं?

Comments
Kuch aam pills hain, Unwanted 72, I Pill vigereh. Yeh takreeban 100 rupees ki aati hain. Kisi mein ek goli hoti hai kisi mein 2 aur lene ki vidhi bhi likhee hoti hai, phir bhi aap yeh link padh lijiye: https://lovematters.in/en/news/one-emergency-pill-enough Yaad rakhiye ECP, sirf aur sirf EMERGENCY mein hee le saktey hain… aur kuch nahin. PLEASE in goliyoun ko laparvahi se istemaal mat keejiye. Yadi aap is mudde par humse aur gehri charcha mein judna chahte hain toh hamare discussion board “Just Poocho” mein zaroor shamil hon! https://lovematters.in/en/forum
Sorry beta, hum kisi bhi medicine ka naam apko nahi bata sakte! Aur naa hi is tarah koi bhi medicine lena swasth hai! Please! Jaldi se kisi visheshagya ya ache panjikrit doctor se miliye aur dekhiye kya ho sakta hai. Aap MTP ki maang kar sakti hai, kisi bhi clinic mein.Kisi bharosemand doctor ki rai leejiye aur kisi neem hakeen ya chemist ki baaton mein bilkul mat aa jaaiye – DOCTOR ONLY. https://lovematters.in/hi/resource/unplanned-pregnancy Iske alawa aap FPAI clinic se sampark kar sakte hai jiski jaankari aapko issi website pe mil jayegi. https://www.ippf.org/about-us/member-associations/india Time mat gavaiye, jadli keejie Yadi aap is mudde par humse aur gehri charcha mein judna chahte hain to hamare disccsion board “Just Poocho” mein zaroor shamil ho! https://lovematters.in/en/forum
Jigar bete, garbhnirodhan ke kai upaye hain jinhe aap apni suvidha ke mutabiq le sakte hain woh aap yaha padh sakte hai: https://lovematters.in/hi/resource/birth-control Lekin yadi aap pregnancy ke risk se bachna chahte hai to kisi aur tarikay ke mukabley Condom ka istemal hi easy aur safe tareeka hai. Isse unchahe garbh ke saath saath yon sakraman ke khatre se bhi bacha ja sakta hai. Yadi aap is mudde par humse aur gehri charcha mein judna chahte hain toh hamare discussion board “Just Poocho” mein zaroor shamil hon! https://lovematters.in/en/forum
Mussabir bete, actually yeh poori tarah se na, ladki ki mahavari pe depend hota hai, yadi woh bilkul nirdharit hai ya nahin jiski vajah se bohot hi risk ka kaam bhi hai. Yadi aap bina kisi protection ke ya bina surakhsha ke sex ki soch rahe hai toh shayad aap un dino ki baat kar rahe hain jin mein bachcha rukna mushkil hai. Yeh ho toh sakta hai lekin yeh poori tarha se surakshit nahin mana jaata hai. Yadi aap pregnancy ke risk se bachna chahte hai to kisi aur tarike ke mukaable condom ka istemal hi easy aur safe tarika hai https://lovematters.in/hi/resource/safe-sex https://lovematters.in/hi/resource/fertility https://lovematters.in/hi/news/safe-sex-dos-and-donts Yadi aap is mudde par humse aur gehri charcha mein judna chahte hain toh hamare discussion board “Just Poocho” mein zaroor shamil hon! https://lovematters.in/en/forum
Manendra bete, actually yeh poori tarah se na, ladki ki mahavari pe depend hota hai, yadi woh bilkul nirdharit hai ya nahin jiski vajah se bohot hi risk ka kaam bhi hai. Yadi aap bina kisi protection ke ya bina surakhsha ke sex ki soch rahe hai toh shayad aap un dino ki baat kar rahe hain jin mein bachcha rukna mushkil hai. Yeh ho toh sakta hai lekin yeh poori tarha se surakshit nahin mana jaata hai. Yadi aap pregnancy ke risk se bachna chahte hai to kisi aur tarike ke mukaable condom ka istemal hi easy aur safe tarika hai https://lovematters.in/hi/resource/safe-sex https://lovematters.in/hi/resource/fertility https://lovematters.in/hi/news/safe-sex-dos-and-donts Yadi aap is mudde par humse aur gehri charcha mein judna chahte hain toh hamare discussion board “Just Poocho” mein zaroor shamil hon! https://lovematters.in/en/forum
Vikky bete, is pill ko unsafe sex ke baad 72 ghante se pehle lena hota hain. Iske baad ise lena bekaar hain. Lekin yeh mahila ke masik dharm par asar kar saktee hai.PLEASE in goliyon ko laparvahi se istemaal mat kijiye. Safe sex ke liye condom ka istemal kiya jaata hai naa ki emergency pills ka bête, yaha padho zara: https://lovematters.in/hi/resource/safe-sex Unsafe sex ke 10 din baad ek home pregnancy test lijiye. Phir kisi visheshagya ya achchhe panjikrit doctor se milo aur dekho kya ho sakta hai. Iske illava aap FPAI clinic se bhee sampark kar sakety hai jiski jaankari aaapko iski website pe mil jayegi. https://lovematters.in/hi/resource/unplanned-pregnancy https://www.fpaindia.org/ Yadi aap is mudde par humse aur gehri charcha mein judna chahte hain toh hamare discussion board “Just Poocho” mein zaroor shamil hon! https://lovematters.in/en/forum
Hello, Rahul bete. Yeh emergency pills mahila ke maasik dharm par asar kar saktee hai isliye pills lene ke baad periods ka irregular hona swabhavik hain. PLEASE in goliyon ko laparvahi se istemaal mat kijiye. Safe sex ke liye condom ka istemal kiya jaata hai naa ki emergency pills ka bête, yaha padho zara: https://lovematters.in/hi/resource/safe-sex Yadi aap is mudde par humse aur gehri charcha mein judna chahte hain toh hamare discussion board “Just Poocho” mein zaroor shamil hon! https://lovematters.in/en/forum
Yadi in emergency pills ka sewan 72 ghanton ke andar kiya jaata hai, toh nishchint hua ja sakta hain. Lekin yeh mahila ke masik dharm par asar kar saktee hai.PLEASE in goliyon ko laparvahi se istemaal mat kijiye. Safe sex ke liye condom ka istemal kiya jaata hai naa ki emergency pills ka bête, yaha padho zara: https://lovematters.in/hi/resource/safe-sex Yadi aap is mudde par humse aur gehri charcha mein judna chahte hain toh hamare discussion board “Just Poocho” mein zaroor shamil hon! https://lovematters.in/en/forum
Sir Mere gf ko pichle mahine ki yani 22 December ko mc aai thi 22 tarikh se 26 tarikh tak uska mc ka period tha uske 2 din bad yaneki 28 December ko Maine usko sex kiya o bhi without condom se Aj 28 January hai lakin usko abhitak mc nahi aye agar oh pregnant rah jaye to uska garbh kaise nikale kon kon se medicine le iske bare Mai kuch margdarshan kijiye please. Please reply fast
Sachin bete, yadi yeh sex unsafe tha toh yes ismein pregnancy ke chances ho sakte hain. Iske liye phoren ek home pregnancy test lijiye. Phir kisi vishagya ya achche panjikrit doctor se milo aur dekho kya ho sakta hai. Iske illava aap FPAI clinic se bhee sampark kar sakte hai jiski jaankari aapko iski website pe mil jayegi. https://lovematters.in/hi/resource/unplanned-pregnancy https://www.fpaindia.org/ Yadi aap is mudde par humse aur gehri charcha mein judna chahte hain toh hamare discussion board “Just Poocho” mein zaroor shamil hon! https://lovematters.in/en/forum
Sachin bete, hum kisi bhi medicine ka naam apko nahi bata sakte! Aur naa hi is tarah koi bhi medicine lena swasth hai! Please. Jaldi se kisi visheshagya ya ache panjikrit doctor se miliye aur dekho kya n sakta hai. Agar jyada time nahi hua hoga to aap MTP ki maang kar sakte hai, kisi bhi clinic mein.Kisi bharosemand doctor ki rai leejiye aur kisi neem hakeen ya chemist ki baaton mein bilkul mat aa jaaiye – DOCTOR ONLY. https://lovematters.in/hi/resource/unplanned-pregnancy Iske alawa aap FPAI clinic se sampark kar sakte hai jiski jaankari aapko issi website pe mil jayegi. https://www.fpaindia.org Time mat gavaiye, jaldi keejie. Yadi aap is mudde par humse aur gehri charcha mein judna chahte hain toh hamare discussion board “Just Poocho” mein zaroor shamil hon! https://lovematters.in/en/forum
Suniye. Please. Jaldi se kisi visheshagya ya ache panjikrit doctor se miliye aur dekho kya n sakta hai. Agar jyada time nahi hua hoga to aap MTP ki maang kar sakte hai, kisi bhi clinic mein.Kisi bharosemand doctor ki rai leejiye aur kisi neem hakeen ya chemist ki baaton mein bilkul mat aa jaaiye – DOCTOR ONLY. https://lovematters.in/hi/resource/unplanned-pregnancy Iske alawa aap FPAI clinic se sampark kar sakte hai jiski jaankari aapko issi website pe mil jayegi. https://www.fpaindia.org Time mat gavaiye, jaldi keejie. Yadi aap is mudde par humse aur gehri charcha mein judna chahte hain toh hamare discussion board “Just Poocho” mein zaroor shamil hon! https://lovematters.in/en/forum
Manisha bete, ipill jaisi emergency contraceptive pills(ECPs) ka istemaal istemaal sirf emergencies mein hona chahiye, naki rozz ke istemaal mein ya tab jab sex mein zimmedari na li gayi ho. Lekin yeh mahila ke masik dharm par asar kar saktee hai. PLEASE in goliyon ko laparvahi se istemaal mat kijiye. Safe sex ke liye condom ka istemal kiya jaata hai naa ki emergency pills ka bête, yaha padho zara: https://lovematters.in/hi/resource/safe-sex Yadi aap is mudde par humse aur gehri charcha mein judna chahte hain toh hamare discussion board ‘Just Poocho’ mein zaroor shamil hon! https://lovematters.in/en/forum
Yadi condom ka sahi istemaal kiya gaya tha aur ye slip ya break nahi hua toh nishchint hua ja sakta hain. Beta ipill jaisi emergency contraceptive pills ka istemaal sirf emergency main kiya jaana chahiye naki rozz ke istemaal mein ya tab jab sex mein zimmedari na li gayi ho. Lekin yeh mahila ke masik dharm par asar kar saktee hai. PLEASE in goliyon ko laparvahi se istemaal mat kijiye. Aap gf ko pyaar karne ka vaada karte hai, toh izzat hi kijiye? https://lovematters.in/hi/resource/safe-sex Yadi aap is mudde par humse aur gehri charcha mein judna chahte hain toh hamare discussion board ‘Just Poocho’ mein zaroor shamil hon! https://lovematters.in/en/forum
Yadi condom ka sahi istemaal kiya gaya tha aur ye slip ya break nahi hua toh nishchint hua ja sakta hain. Beta ipill jaisi emergency contraceptive pills ka istemaal sirf emergency main kiya jaana chahiye naki rozz ke istemaal mein ya tab jab sex mein zimmedari na li gayi ho. Lekin yeh mahila ke masik dharm par asar kar saktee hai. PLEASE in goliyon ko laparvahi se istemaal mat kijiye. Aap gf ko pyaar karne ka vaada karte hai, toh izzat hi kijiye? https://lovematters.in/hi/resource/safe-sex Yadi aap is mudde par humse aur gehri charcha mein judna chahte hain toh hamare discussion board ‘Just Poocho’ mein zaroor shamil hon! https://lovematters.in/en/forum
Dekhiye aise koi bhi tablet lena khatarnaaq ho sakta hain. Pregnancy confirm hone pe please jaldi se kisi visheshagya ya achchhe panjikrit doctor se miliye aur dekho kya ho sakta hai. Agar jyada time nahi hua hoga to aap MTP ki maang kar sakte hai, kisi bhi clinic mein.Kisi bharosemand doctor ki rai leejiye aur kisi neem hakeen ya chemist ki baaton mein bilkul mat aa jaaiye – DOCTOR ONLY. https://lovematters.in/hi/resource/unplanned-pregnancy Iske alawa aap FPAI clinic se sampark kar sakte hai jiski jaankari aapko issi website pe mil jayegi. https://www.fpaindia.org Aur ji nahi, iska pata lagana mumkin nahi. Yadi aap is mudde par humse aur gehri charcha mein judna chahte hain toh hamare discussion board ‘Just Poocho’ mein zaroor shamil hon! https://lovematters.in/en/forum
Rohit bete, in pills ka prayog unsafe sex ke baad 72 ghanton ke bheetar karna hota hain. Yadi ECP 72 ghanton ke andar le li gayi thi toh pregnancy ke chances na ke barabar hain...Lekin yeh mahila ke masik dharm par asar kar saktee hain toh iske liye bhi taiyaar rahiye. PLEASE in goliyon ko laparvahi se istemaal mat kijiye. Safe sex ke liye condom ka istemal kiya jaata hai naa ki emergency pills ka bête, yaha padho zara: https://lovematters.in/hi/resource/safe-sex Yadi aap is mudde par humse aur gehri charcha mein judna chahte hain toh hamare discussion board ‘Just Poocho’ mein zaroor shamil hon! https://lovematters.in/en/forum
Sonu bete, deri ke liye maafi chahungi. Ab kya situation hain? Yaad rakhiye chahe ling ka Sirf thode se samay ke liye yoni mein pravesh hua hao, bina condom ke wo unsafe hai kyunki pregnant hone ke liye ek shukranu bhi kaafi hota hai. Ab jaldi se ek home pregnancy test lo ya Phoren kisi visheshagya ya achchhe panjikrit doctor se milo, aur dekho kya ho sakta hai. Madad ke liye Yeh bhi padho: https://lovematters.in/hi/resource/unplanned-pregnancy Yadi aap is mudde par humse aur gehri charcha mein judna chahte hain toh hamare discussion board ‘Just Poocho’ mein zaroor shamil hon! https://lovematters.in/en/forum
Period ke DAURAAN? Tab toh pregnant hone ka chance na ke barabar hai beta. Phir bhi kisi bhi risk ya sankraman se bachne ke liye condom ka istemaal anivarya hai. Yadi aap aur safe hona chahtey hain to ek Home pregnancy test kar leejiye aur stithi nischit kar leejiye. https://lovematters.in/hi/resource/faqs-period https://lovematters.in/hi/news/sex-during-my-period-do-i-need-contraception Yadi aap is mudde par humse aur gehri charcha mein judna chahte hain toh hamare discussion board ‘Just Poocho’ mein zaroor shamil hon! https://lovematters.in/en/forum
Hello, Deepak bete. In pills ka prayog unsafe sex ke baad 72 ghanton ke bheetar karna hota hain. Yadi ECP 72 ghanton ke andar le li gayi thi toh pregnancy ke chances na ke barabar hain...Lekin yeh mahila ke masik dharm par asar kar saktee hain toh iske liye bhi taiyaar rahiye. PLEASE in goliyon ko laparvahi se istemaal mat kijiye. Safe sex ke liye condom ka istemal kiya jaata hai naa ki emergency pills ka bête, yaha padho zara: https://lovematters.in/hi/resource/safe-sex Yadi aap is mudde par humse aur gehri charcha mein judna chahte hain toh hamare discussion board ‘Just Poocho’ mein zaroor shamil hon! https://lovematters.in/en/forum
Aise mein 72 ghanton ke andar ek emergency contraceptive pill lene mein samajhdaari hain. Kuch aam pills hain, Yeh takreeban 100 rupees ki aati hain. Kisi mein ek goli hoti hai kisi mein 2 aur lene ki vidhi bhi likhee hoti hai, phir bhi aap yeh link padh lijiye: https://lovematters.in/en/news/one-emergency-pill-enough Yaad rakhiye ECP, sirf aur sirf EMERGENCY mein hee le saktey hain… aur kuch nahin. PLEASE in goliyoun ko laparvahi se istemaal mat keejiye.Kripya aaj ke baad condom ka nirdharit upyog keejiye, apne liye aur apni partner ke liye. https://lovematters.in/hi/resource/safe-sex Yadi aap is mudde par humse aur gehri charcha mein judna chahte hain toh hamare discussion board ‘Just Poocho’ mein zaroor shamil hon! https://lovematters.in/en/forum
Vijay bete, sperm is tarah baahar nahi aata. Period ho bhi sakta hain aur nahi bhi, halki bleeding ke bhi chances hain. Ye pills mahila ke masik dharm par asar kar saktee hain toh iske liye bhi taiyaar rahiye.PLEASE in goliyon ko laparvahi se istemaal mat kijiye. Safe sex ke liye condom ka istemal kiya jaata hai naa ki emergency pills ka bête, yaha padho zara: https://lovematters.in/hi/resource/safe-sex Yadi aapke man mein koi bhee aur sawaal hain aur aap is mudde par humse aur gehri charcha mein judna chahte hain toh hamare discussion board ‘Just Poocho’ mein zaroor shamil hon! https://lovematters.in/en/forum
Period ke DAURAAN? Tab toh pregnant hone ka chance na ke barabr hai beta. Phir bhi kisi bhi risk ya sankraman se bachne ke liye condom ka istemal anivarya hai. Aap sex ke 10 din poore hote hi ek home pregnancy test bhee le lijiye taaki koi sandeh na rahe. https://lovematters.in/hi/resource/faqs-period https://lovematters.in/hi/news/sex-during-my-period-do-i-need-contraception Yadi aap is mudde par humse aur gehri charcha mein judna chahte hain to hamare disccsion board “Just Poocho” mein zaroor shamil ho! https://lovematters.in/en/forum
Ab kya sthiti hai bete? Dekhiye yeh ek bohot badi mithya hai ki sperm bahar nikalne se garbhdharn nahi hota hai kyunk pregnant hone ke liye ek shukranu bhi bohot kaafi hota hai. https://lovematters.in/hi/resource/unplanned-pregnancy https://lovematters.in/hi/pregnancy/home-pregnancy-tests-dos-and-donts Yadi aap is mudde par humse aur gehri charcha mein judna chahte hain to hamare disccsion board “Just Poocho” mein zaroor shamil ho! https://lovematters.in/en/forum
Ab kya sthiti hai bete? Bina protection ke sex karna apne aap mein ek safe idea bilkul bhee nahi hai, isse anchahe garbh ke saath kai youn rog hone kaa bhi khatra ho sakta hai. Aur I Pill ek emergency goli hai jo ki unsafe sex ke 72 ghanton ke andar hee lee jaati hai, Lekin yeh mahila ke masik dharm par asar kar saktee hai. PLEASE in goliyoun ko laparvahi se istemaal mat keejiye. Safe sex ke liye condom ka istemal kiya jaata hai naa ki emergency pills ka bête. Aur jyadayaha padhiye zara: https://lovematters.in/hi/resource/safe-sex https://lovematters.in/hi/birth-control/top-10-facts-about-emergency-contraceptive-pills Yadi aap is mudde par humse aur gehri charcha mein judna chahte hain to hamare disccsion board “Just Poocho” mein zaroor shamil ho! https://lovematters.in/en/forum
Ab kya sthiti hai bete? Dekhiye bete yeh ek bohot badi mithya hai ki sperm bahar nikalne se garbhdharn nahi hota hai kyunki pregnant hone ke liye ek shukranu bhi bohot kaafi hota hai. Lekin aapki gf ne agar I pill le liya hai toh pregnancy ke chances na ke barabar hai, aap aur jyada sure hone ke liye ek Home pregnancy test lekar sthiti ko nischit kar sakte hain. I Pill ek emergency goli hai jo ki unsafe sex ke 72 ghanton ke andar hee lee jaati hai, Lekin yeh mahila ke masik dharm par asar kar saktee hai.PLEASE in goliyoun ko laparvahi se istemaal mat keejiye. Safe sex ke liye condom ka istemal kiya jaata hai naa ki emergency pills ka bête. Kripya aaj ke baad condom ka nirdharit upyog keejiye, apne liye aur apni partner ke liye. https://lovematters.in/hi/resource/unplanned-pregnancy https://lovematters.in/hi/pregnancy/home-pregnancy-tests-dos-and-donts Yadi aap is mudde par humse aur gehri charcha mein judna chahte hain to hamare disccsion board “Just Poocho” mein zaroor shamil ho! https://lovematters.in/en/forum
नई टिप्पणी जोड़ें

Comment

  • अनुमति रखने वाले HTML टैगस: <a href hreflang>