Transgender
AJP/Shutterstock

ट्रांसजेंडर का क्या मतलब होता है?

कुछ लोग ट्रांसजेंडर होते हैं लेकिन वे उस रूप में नहीं पहचाने जाते हैं जिस लिंग के साथ वे पैदा होते हैं

ट्रांसजेंडर एक जटिल शब्द है जिसका अर्थ बहुत कुछ हो सकता है। एक ट्रांस महिला वह होती है जो पुरुष के रूप में पैदा होता है लेकिन महिला के रूप में पहचाना जाता है उसे महिला ट्रांसजेंडर कहा जाता है। एक ट्रांस पुरुष वह होता है जो महिला के रूप में पैदा होता है लेकिन पुरुष के रूप में पहचाना जाता है, उसे भी ट्रांसजेंडर कहते हैं।

इसलिए कोई ऐसा व्यक्ति जो पूरी तरह ना तो पुरुष होता है और ना ही महिला उन्हें तीसरे लिंग के रूप में मान्यता दी गई है। समलैंगिकों की तरह ट्रांसजेंडर की कोई लैंगिक अनुरूपता नहीं होती है। ट्रांसजेंडर व्यक्ति पुरुष और महिला दोनों की तरफ आकर्षित हो सकता है।

ट्रांसजेंडर कोई स्टाइल नहीं है। यदि एक पुरुष महिलाओं के कपड़े पहनना पसंद करता है तो इसका मतलब यह नहीं है कि वह ट्रांसजेंडर या हिजड़ा है। कुछ लोग अपने विपरीत लिंग के लोगों के कपड़े पहनते हैं लेकिन वे उस लिंग से नहीं पहचाने जाते हैं।

इतिहास की प्रत्येक संस्कृति में में ट्रांसजेंडर व्यक्तियों का उल्लेख है। ट्रांसजेंडर व्यक्ति आमतौर पर उस लिंग के व्यक्तियों के कपड़े पहनते हैं, जिस रूप में वे पहचाने जाते हैं।

ट्रांसजेंडर व्यक्तियों की पहचान और उनका व्यवहार विशेषरूप से भारत में विस्तृत रूप से फैला हुआ है। समाज में उन्हें हिजड़ा के नाम से पुकारा जाता है। ट्रांसजेंडर के लिए यह एक बहुत छोटा लेकिन एक जटिल शब्द है। ट्रांसजेंडर के बारे में अधिक जानकारी के लिए आप नीचे दी गयी संस्थाओं से संपर्क कर सकते हैं।

●          द हमसफर ट्रस्ट, एलजीबीटी के अधिकारों को बढ़ावा देने के लिए एक गैर सरकारी संगठन

●          ट्रांसजेंडर इंडिया, ट्रांसजेंडर समुदाय के सहायता और समर्थन के लिए एक ऑनलाइन फोरम

●          साथी,एचआईवी की रोकथाम के लिए काम करने वाला एक चैरिटेबल ट्रस्ट

ट्रांससेक्शुअल

ट्रांससेक्शुअल एक ट्रांसजेंडर व्यक्ति ही होता है जो स्थायी रूप से अपना लिंग परिवर्तित करवा लेता है, जिसमें वह पहचाना जाता है। सर्जरी और हार्मोन चिकित्सा के द्वारा उसके शरीर में परिवर्तन कर उस लिंग से मिलाया जाता है जिस रूप में वह पैदा हुआ होता है। लिंग  परिवर्तित करवाने की इस प्रक्रिया में आमतौर पर कई साल लग जाते हैं।

थर्ड जेंडर

ज्यादातर ट्रांसजेंडर या ट्रांससेक्शुअल व्यक्ति, महिला या पुरुष के रूप में पहचाने जाते हैं लेकिन दूसरे लोग उन्हें इन दोनों से भिन्न रूप में अर्थात् थर्ड जेंडर के रूप में देखते हैं। हिंदू, जैन, बुद्धिस्ट धर्मग्रंथों और आमतौर पर भारतीय संस्कृति और यहां तक कि कामसूत्र में भी ट्रांसजेंडर के बारे में कई जगह उल्लेख किया गया है।

भारत पहला देश है जहां 2014 के न्यायालय के फैसले में थर्ड जेंडर को कानूनी रूप से पहचान मिल चुकी है। ट्रांसजेंडर लोग और हिजड़े अब अपने पासपोर्ट और सरकारी दस्तावेजों पर पुरुष और महिला के अलावा थर्ड जेंडर का चयन कर सकते हैं।

हालांकि थर्ड जेंडर के रूप में कानूनी मान्यता भारत जैसे देश में आये दिन ट्रांसजेंडरों के साथ होने वाले भेदभाव का हल नहीं है। जो लोग थर्ड जेंडर के अंतर्गत आते हैं वे अपना वैध जेंडर स्टेटस नहीं बदलवाना चाहते हैं क्योंकि आगे रोजगार, शादी और संपत्ति के अधिकारों में भी उनके साथ भेदभाव किया जाता है।

हिजड़ा

हजारों वर्षों से हिजड़े भारतीय संस्कृति का हिस्सा रहे हैं। हिजड़ा व्यक्ति वह है जो पुरुष के रूप में जन्म लेता है लेकिन महिला या थर्ड जेंडर के रूप में पहचाना जाता है।

भारत में सभी ट्रांस व्यक्ति हिजड़ो के रूप में नहीं पहचाने जाते हैं। हालांकि कुछ धारणाओं के अनुसार ट्रांससेक्शुअल होना ही हिजड़ा होना है। दोनों पहचानों में अंतर होता है। कुछ हिजड़े अपने समुदाओं में एक साथ रहते हैं। वे महिलाओं की तरह कपड़े पहनते हैं। परंपरागत रूप से हिजड़ो ने कामुकता को पूरी तरह त्याग दिया है और समाज में उन्हें पवित्र रूप में देखा जाता है।

आज भारत में हिजड़े कई तरह के भेदभावों का शिकार हैं। इनमें से कुछ सेक्स वर्कर के रूप में काम करते हैं क्योंकि उनके लिए रोजगार का कोई अन्य माध्यम मौजूद नहीं है। वे अक्सर कानून के हाथों या स्वास्थ्य देखभाल के क्षेत्र में अवहेलना का शिकार होते हैं।

किन्नर /शीमेल

शीमेल शब्द अंग्रेजी में उन ट्रांस महिलाओं के लिए इस्तेमाल किया जाता है, जिन्हे लिंग के आधार पर जन्म के समय पुरुष करार दिया गया, पर वह खुद को महिला के रूप में पहचानती हैं और ऐसे में लिंग होते हुए वह बॉडी पार्ट्स की सर्जरी करवाती हैं, जैसे ब्रेस्ट को सर्जरी के माध्यम से शरीर में जुड़वाना| स्त्री और पुरुष दोनों के अंग होने के कारण ऐसे लोगों को शी (she) मेल (male) कहने का प्रचलन चालू हुआ | 

माना जाता है कि इस शब्द का उपयोग 19वीं सदी के मध्य में शुरू हुआ| 1970 के दशक में  इसका इस्तेमाल मुखर 'बॉसी' महिलाओं के लिए किया जाने लगा। लेकिन इस शब्द का इसके यौन अर्थों  के साथ इस्तेमाल 1990 के दशक में शुरू हुआ और तब से इसे ट्रांस महिलाओं के एक विशिष्ट वर्ग को वर्णित करने के लिए होने लगा।

हालाँकि इस शब्द को बेहद अपमानजनक और गन्दा माना जाता है क्योंकि इसके इस्तेमाल अश्लील साहित्य और देह व्यापार में  होता आया है। तो एक ट्रांस महिला को शीमेल  कहने का मतलब है कि आप उन्हें जाने अनजाने देह व्यापार उद्योग का हिस्सा मान रहे हैं।

इसलिए इस तरह के मामले में - अनजाने में ही सही किसी को भी नीचा दिखाने से बचने के लिए सामाजिक रूप से स्वीकार्य नाम – ट्रांसवुमन है|

ट्रांसजेंडर और कानून

हाल के वर्षों में भारत में ट्रांसजेंडर लोगों के लिए कानूनी अधिकारों में महत्वपूर्ण प्रगति हुई है। भारत में ट्रांसजेंडर लोग अब महिला, पुरुष या ट्रांसजेंडर के रूप में अपनी पहचान का चयन कर सकते हैं और अपने आधिकारिक दस्तावेजों पर भी इसका उल्लेख करने की मान्यता उन्हें प्राप्त है।

वर्ष 2014 में सर्वोच्च न्यायालय ने ट्रांसजेंडर को थर्ड जेंडर के रूप में पहचान की मान्यता प्रदान की और इनके साथ शिक्षा, काम, स्वास्थ्य देखभालआवास और अन्य मूलभूत अधिकारों को प्राप्त करने में उत्पन्न होने वाली परेशानियों के समाधान के लिए कानूनी कार्यवाही की भी मांग की।

इस कानून को वर्तमान में ट्रांसजेंडर लोगों के खिलाफ हिंसा और दुरुपयोग के अपराधीकरण के लिए पुनर्वितरण किया जा रहा है। साथ ही, कुछ क्षेत्रीय सरकारें यह सुनिश्चित करने के लिए कदम उठा रही हैं कि ट्रांसजेंडर लोग सामाजिक कल्याण योजनाओं से लाभान्वित होते रहें।

क्या आप इस जानकारी को उपयोगी पाते हैं?

Comments
Bina bete jaisa ki log anya tarike apnate hain- bas us hee tarah - kinnar bhee apne manpasand tarah se sex kar sakte hain. Mukhmaithun, Gudamaithun, kissing ityadi – bilkul aam logon ki tarah! Yadi aap is mudde par humse aur gehri charcha mein judna chahte hain to hamare discussion board “Just Poocho” mein zaroor shamil ho! https://lovematters.in/en/forum
Meri ek friend he jo bilkul Ladko ki trh behave kerti he use mene kha ke tu is trh ke behave kerna bund ker de fir usne kha ki me esa behave jaan buchker nhi kerti or usne kha ke vo knhi na knhi under se khud ko boy fill kerti he please help us use kya kerna chahiye ki vo normal Ho jaay
Woh to normal hai hee bete - aap apni sochiye!! Ha ha - pareshani kisko ho rahee hai - usse ya aap logon ko? aapko usse apni kism ki life aur reh sehen choose karne ka poora haq hai . Aapko apni soch mein chnage laan ahi unhe support karna hai - prohotsahain dena hai - yeh hai sacchee dosti - na ki usse badalne pe majboor karna. Use support keejiye, usse kisi bharosemand NGO se milaiye - aur usse ""aap jaisa" baane pe force mat keejiye - nahin to kyun aa aap un jaisee baane ki koshish karien? Nahin na - to phir? Dosti nibhaiye!! Sharminda mat mehsoos karvaiye. Yadi aap is mudde par humse aur gehri charcha mein judna chahte hain to hamare discussion board “Just Poocho” mein zaroor shamil ho! https://lovematters.in/en/forum
Mai ek transgender hu. Mai purus ke sarir me kaid ek ladki hu. Mai jobless hu, sex change surgury ke paise bhi nahi hai. Mere pass to thik se khane ke bhi paise nahi hai.apne parents pe dependent hu. Meri wajah se unhe bohut sarminda hona parta hai. Mai west bengal se hu. Muje koi engio se contact karwa dijiye kyuki muje apna ghar chorna hai.lekin mai kaha jau. Muje kisi kinner samaj me bhej dijiye jaha pe mai chain se jee saku aur koi kaam dila dijiye, meri age 21
Pyaari beti - itna udaas mat hoiye. Kya aap jaantn hain ki WestBengall mein, Kolkata mein hee TG groups kitna achha kaam kar rahe hain. Prtayay bole ke ek sansathan hai - unhe contact keejiye https://www.facebook.com/PratyayGenderTrust/ iske illava, Delhi mein Nazariya Collective hai - unhe bhi Lekin, please, ghar se e dum bhaag mat jaaiye. thoda padh likh ker, jaankari le kar, sab samjh boojh kar, ho sakey to kaam paa kar hee aap jaayein to better. Saaf lavzon mein - koi bhi NGO ya inidvidual kisi ko bhi ghar mein rakh nahin paayenge - unke pass jageh bhi nahin aur naa hee unhe permission hoti hai - balki veh khud bhi phas sakte hain . is liye soch kar -ek mazboot plan bana ke hee baahr jaane ki sochiye. hum se sampark mein hiye yhan ya phir DB par: https://lovematters.in/en/forum
Bete yeh jaan lijiye ki is kim ka kadam uthane se pehele – aapp please koi aur Trans logon se baat keejiye – unki rai leejiye… aur uske baad hee koi bhi kadam uthane ki sochiye. Aapko yeh bhi keh dein, ki yadi koi bhi support na ho – koi bhi yaar dost family saath na de – to is kism ka kadam uthana aur nibhana bahut hee mushkil hai Beta. Chahein to kisi mane hue NGO ki madad leejiye, jaankari leejiye Yadi aap is mudde par humse aur gehri charcha mein judna chahte hain to hamare discussion board “Just Poocho” mein zaroor shamil ho! https://lovematters.in/en/forum
Yes ban toh sakte hain – Please yaad rakhey – ki yeh ek baar mein hone waali cheez nahi – ek lamba samay leyta hai – so jab tak aap dikhne mein ek dum mahila ban jaaiyen - bahut samay lag sakta hai- aur phir aapki surgery, dawa, treatment pe depend hota hai. Ise padhiye: https://lovematters.in/en/sexual-diversity/i-am-a-boy-but-feel-like-girl-do-i-need-surgery Yadi aap is mudde par humse aur gehri charcha mein judna chahte hain to hamare discussion board “Just Poocho” mein zaroor shamil ho! https://lovematters.in/en/forum
No no bete - yeh koi aur nahin tay kar sakta ki aap kaun hai - sirf aap, khud. kewal andkosh neeche na aana koi pakki vajeh nahin - please phoren kisi doctor se bhi poochiye. Yadi aap is mudde par humse aur gehri charcha mein judna chahte hain to hamare discussion board “Just Poocho” mein zaroor shamil ho! https://lovematters.in/en/forum
Beta Rizwan aap jo bhi banana chahtey hain – yeh aapki marzi hai – aap ismein akele nahi hain. Lekin beta, please yaad rakhiye – ki yeh karna bahut hee musqil hota hai. Isse pehle ki aap koi nirnay lein, kyun na aap apne jaise aur kai logon se milkar unke safar ke baare mein jaankari lijiye- unki rai leejiy - Beta – yeh toh aap janate hee hain, ki yeh ek lamba arsaa hai – jismein aapko na sirf medical madad lekin saath hee saath – bahut see emotional madad bhi chahiye, ghar pariwaar ka saath chahiye – kya yeh sab upalabadh ho payenge? So pehle un sab ki taiyaari, aur uske baad hee koi bhi kadam uthane ki sochiye. https://lovematters.in/en/sexual-diversity/i-am-a-boy-but-feel-like-girl-do-i-need-surgery Yadi aap is mudde par humse aur gehri charcha mein judna chahte hain to hamare discussion board “Just Poocho” mein zaroor shamil ho! https://lovematters.in/en/forum
Rohit bete yeh toh hum nahi bata sakte hain ki surgery ke paise NGO dete hain ya nahi! Lekin is kism ka kadam uthane se pehele – aap please koi aur Trans logon se baat keejiye – unki rai leejiye… aur uske baad hee koi bhi kadam uthane ki sochiye. Aapko yeh bhi keh dein, ki yadi koi bhi support na ho – koi bhi yaar dost family saath na de – to is kism ka kadam uthana aur nibhana bahut hee mushkil hai Beta. chahein to kisi mane hue NGO ki madad leejiye, jaankari leejiye. Ise bhee padhiye: https://lovematters.in/en/sexual-diversity/i-am-a-boy-but-feel-like-girl-do-i-need-surgery Yadi aap is mudde par humse aur gehri charcha mein judna chahte hain to hamare discussion board “Just Poocho” mein zaroor shamil ho! https://lovematters.in/en/forum
Hmmm – ho sakta hai – intersex ke bare mein suna hai aapne? Is bare mein thoda padah leejiye. https://lovematters.in/en/sexual-diversity/gender-diversity/being-intersex-top-five-facts Yadi aap is mudde par humse aur gehri charcha mein judna chahte hain to hamare discussion board “Just Poocho” mein zaroor shamil ho! https://lovematters.in/en/forum
Shayed aap hijras ki baat kar rahehain - lekin yeh bhi jaan saktey hain ki yeh ek bahut hee adbhut stithi hai aur na he dono guptang bilkul poori tareh viksit hote hain... aisa maana jaata hai. Yadi aap is mudde par humse aur gehri charcha mein judna chahte hain to hamare discussion board “Just Poocho” mein zaroor shamil ho! https://lovematters.in/en/forum
Mai ek gay hu..Lekin meri ye soch nahi ki Mai daily new boy k saath rahu ya sex karu..Mai kisi ek partner k saath puri Zindagi saath bitana chahta hu..Mai khud Ko ek ladki samajhta hu..mujhe Sara kaam ghar ka aata hai..Mai ek wife ki tarah ban kar rahna chahta hu
Keh nahin sakte beta - kaun kisko pasand kar leytey hain. lekin haan jo log gay hone ko galat maantey hain veh to is baat ka virodh hee karenge - hain na? shayed shoshan bhi? so smajhdaari se baat badhana hee behtar hai. Yadi aap is mudde par humse aur gehri charcha mein judna chahte hain to hamare discussion board “Just Poocho” mein zaroor shamil ho! https://lovematters.in/en/forum
Nitin beta aap jo bhi banana chahtey hain – yeh aapki marzi hai – aap ismein akele nahi hain. Lekin beta, please yaad rakhiye – ki yeh karna bahut hee musqil hota hai. Isse pehle ki aap koi nirnay lein, kyun na aap apne jaise aur kai logon se milkar unke safar ke baare mein jaankari lijiye- unki rai leejiye - yeh toh aap janate hee hain, ki ismein ek lamba arsaa lagta hai – jis mein aapko na sirf medical madad lekin saath hee saath – bahut see emotional madad bhi chahiye, ghar pariwaar ka saath chahiye – kya yeh sab upalabadh ho payenge? So pehle un sab ki taiyaari, aur uske baad hee koi bhi kadam uthane ki sochiye. https://lovematters.in/en/sexual-diversity/i-am-a-boy-but-feel-like-girl-do-i-need-surgery Yadi aap is mudde par humse aur gehri charcha mein judna chahte hain to hamare discussion board “Just Poocho” mein zaroor shamil ho! https://lovematters.in/en/forum
Umm hUmm...beta sahi hai ya nhin to pata nahin lekin baat karne laayak zarror hai - poochiye. Madad ke liye ise padhiye: https://lovematters.in/en/sexual-diversity/i-wasnt-allowed-in-because-of-my-clothes https://lovematters.in/en/sexual-diversity/the-day-i-wore-a-saree https://lovematters.in/en/sexual-diversity/sexual-orientation/i-am-a-man-who-likes-to-dress-up-as-a-woman-am-i-gay Yadi aap is mudde par humse aur gehri charcha mein judna chahte hain to hamare discussion board “Just Poocho” mein zaroor shamil ho! https://lovematters.in/en/forum
Bete wife ko batana ya na batana ye aap par aur aapki wife par depend karta hai, lekin baat yeh hai ki pariwar, samaj aur logon ke liye yeh abhi bhi bahut adbhut hai – bahut hee alag hai!! So aapko apne pariwar, samaj aur mahool ko bhi dekhna hai – koi bhi kadam uthane se pehle. Behraal beta- aapko apne aap ko swath aur safe rakhna hai – – theek hai? https://lovematters.in/hi/what-is-cross-dressing Yadi aap is mudde par humse aur gehri charcha mein judna chahte hain to hamare discussion board “Just Poocho” mein zaroor shamil ho! https://lovematters.in/en/forum
Beta aap jo bhi banana chahtey hain – yeh aapki marzi hai – aap ismein akele nahi hain. Lekin beta, please yaad rakhiye – ki yeh karna bahut hee musqil hota hai. Isse pehle ki aap koi nirnay lein, kyun na aap apne jaise aur kai logon se milkar unke safar ke baare mein jaankari lijiye- unki rai leejiye - Beta – yeh toh aap janate hee hain, ki yeh ek lamba arsaa hai – jismein aapko na sirf medical madad lekin saath hee saath – bahut see emotional madad bhi chahiye, ghar pariwaar ka saath chahiye – kya yeh sab upalabadh ho payenge? So pehle un sab ki taiyaari, aur uske baad hee koi bhi kadam uthane ki sochiye. https://lovematters.in/en/sexual-diversity/i-am-a-boy-but-feel-like-girl-do-i-need-surgery Yadi aap is mudde par humse aur gehri charcha mein judna chahte hain to hamare discussion board “Just Poocho” mein zaroor shamil ho! https://lovematters.in/en/forum
Bete Sayma, so pehlee baat ki aap is mein akele nahin hain - bahut se log hain aapkee tareh. So bilkul nirash na hona. Ab aati hai baat shadi aur use age bachcho ki to nahn aap "paida" nahin kar payenge - lekin gode to le hee saktey hain... of course uske apne maamle hain - lekin phir bhi. SRS mein ap andar se koi bhi bhag zyada badal nahin saktey aur nisandeh ek nayee pranali shuru nahin kar sakety. Padh leejiye – https://lovematters.in/hi/sexual-diversity/i-am-a-boy-but-feel-like-girl-do-i-need-surgery https://lovematters.in/en/sexual-diversity/lesbian-gays-bisexual-and-transgenders-what-do-these-terms-mean Yadi aap is mudde par humse aur gehri charcha mein judna chahte hain to hamare discussion board “Just Poocho” mein zaroor shamil ho! https://lovematters.in/en/forum
Maaf kijiyega hum isme aapki koi madad nahi kar sakte hai. Agar aapke paas anya koi sawal hai to puchh sakte hai. ye padhiye: https://lovematters.in/en/sexual-diversity/lesbian-gays-bisexual-and-transgenders-what-do-these-terms-mean Yadi aap is mudde par humse aur gehri charcha mein judna chahte hain to hamare discussion board “Just Poocho” mein zaroor shamil ho! https://lovematters.in/en/forum
Bete aap jo bhi banana chahtey hain – yeh aapki marzi hai – aap ismein akele nahi hain. Lekin beta, please yaad rakhiye – ki yeh karna bahut hee musqil hota hai. Isse pehle ki aap koi nirnay lein, kyun na aap apne jaise aur kai logon se milkar unke safar ke baare mein jaankari lijiye- unki rai leejiy. Beta – yeh toh aap janate hee hain, ki yeh ek lamba arsaa hai – jismein aapko na sirf medical madad lekin saath hee saath – bahut see emotional madad bhi chahiye, ghar pariwaar ka saath chahiye – kya yeh sab upalabadh ho payenge? So pehle un sab ki taiyaari, aur uske baad hee koi bhi kadam uthane ki sochiye. https://lovematters.in/en/sexual-diversity/i-am-a-boy-but-feel-like-girl-do-i-need-surgery Yadi aap is mudde par humse aur gehri charcha mein judna chahte hain to hamare discussion board “Just Poocho” mein zaroor shamil ho! https://lovematters.in/en/forum
Mai ek ladka hu meri umr 30 year hai but Mai under se ladki jaisa feel karta hu mujhe bra pahnna bahut pasand hai Mai ladkiyo jaise soft hu mujhe pregnant hona pasand hai Mai ek handicap ladka hu isliye Mai akele Kahi ka nhi ja Sakta Mai ek gareebhu mere pas paise bi nahi hai par Mai ye sabpasand karta hu so please help me
Beta VK, aap pehle person with disability nahin jinki sexuality se bhi related sawal hain. Please apne aap ko akela mat samjho lekin saath hee yeh baat bhi, ki disability veh laingikta ke bahut se jude hue mudde hain - jinka saamna karna bahut hee mushkil hai. Please bahut see jaankari haasil keejiye. Phir koi achcha support group dhoondhiye - koi logon se baat shuru keejiye. Jo bhi aap feel kar rahe hain, usme koi burai nahin, koi kami nahin - yeh to tay hai... bas ab apnee khud ki dekh bhaal shuru karni hai - bhale hee online se hee. Ise padhiye: https://lovematters.in/hi/sexual-diversity/sex-disability/sex-and-disability-myths-busted Iske illva CREA sanstha ki website e bhi bahut jaankari hai - woh bhi padh ke dekhiye. Yadi aap is mudde par humse aur gehri charcha mein judna chahte hain to hamare discussion board “Just Poocho” mein zaroor shamil ho! https://lovematters.in/en/forum
Bete please iske baare mein aap kisi achchhe panjikrit doctor se mill lijiye. Ise bhi padh lijiye: https://lovematters.in/hi/resource/testicles-and-more https://lovematters.in/en/our-bodies/male-body/penis-shapes-and-sizes Yadi aap is mudde par humse aur gehri charcha mein judna chahte hain to hamare discussion board “Just Poocho” mein zaroor shamil ho! https://lovematters.in/en/forum
Bete iska operation hota toh hai, lekin is kism ka kadam uthane se pehele – aap please koi aur Trans logon se baat keejiye – unki rai leejiye… aur uske baad hee koi bhi kadam uthane ki sochiye Aapko yeh bhi keh dein, ki yadi koi bhi support na ho – koi bhi yaar dost family saath na de – to is kism ka kadam uthana aur nibhana bahut hee mushkil hai Beta. Chahein to kisi mane hue NGO ki madad leejiye, jaankari leejiye. https://lovematters.in/en/sexual-diversity/i-am-a-boy-but-feel-like-girl-do-i-need-surgery Yadi aap is mudde par humse aur gehri charcha mein judna chahte hain to hamare discussion board “Just Poocho” mein zaroor shamil ho! https://lovematters.in/en/forum
Beta Kapil aap jo bhi banana chahtey hain – yeh aapki marzi hai – aap ismein akele nahi hain. Lekin beta, please yaad rakhiye – ki yeh karna bahut hee musqil hota hai. Isse pehle ki aap koi nirnay lein, kyun na aap apne jaise aur kai logon se milkar unke safar ke baare mein jaankari lijiye- unki rai leejiy - Baeta – yeh toh aap janate hee hain, ki yeh ek lamba arsaa hai – jismein aapko na sirf medical madad lekin saath hee saath – bahut see emotional madad bhi chahiye, ghar pariwaar ka saath chahiye – kya yeh sab upalabadh ho payenge? So pehle un sab ki taiyaari, aur uske baad hee koi bhi kadam uthane ki sochiye. https://lovematters.in/en/sexual-diversity/i-am-a-boy-but-feel-like-girl-do-i-need-surgery Yadi aap is mudde par humse aur gehri charcha mein judna chahte hain to hamare discussion board “Just Poocho” mein zaroor shamil ho! https://lovematters.in/en/forum
Jee nahi bete Transgender koi bimari nahi hoti, iske baare mein yaha padhiye: https://lovematters.in/en/sexual-diversity/lesbian-gays-bisexual-and-transgenders-what-do-these-terms-mean Yadi aap is mudde par humse aur gehri charcha mein judna chahte hain to hamare discussion board “Just Poocho” mein zaroor shamil ho! https://lovematters.in/en/forum
नई टिप्पणी जोड़ें

Comment

  • अनुमति रखने वाले HTML टैगस: <a href hreflang>