Unplanned pregnancy
© Love Matters | Rita Lino

अनचाहा गर्भधारण - अब क्या करें?

यदि आप अनचाहे गर्भवती हो जाती हैं तो आपको इस बात का फैसला करना होगा कि क्या करें। आपके सामने दो विकल्प मौजूद होते हैं: गर्भपात या बच्चे को जन्म देना।

आप जो भी फैसला करें, सोच-समझ कर करें। आपकी सहायता के लिए यहां कुछ सुझाव दिए जा रहे हैं।

सुझाव 1
अपने किसी विश्वासपात्र से इस बारे में बात करें। खासकर, किसी ऐसे वयस्क से, जो आपको सलाह और सहयोग दे सके, जैसे कि आपकी मां, मौसी, चाची या कोई मित्र।

सुझाव 2
’यदि आपको उचित और मुनासिब लगे तो अपने माता-पिता को बताएं कि आप गर्भवती हैं।

यदि आप घर में सबके साथ रहती हैं तो यह ज़रूरी है। यदि ज़रूरत पड़े तो उन्हें बताने के लिए किसी की मदद लें। वह परिवार का कोई दूसरा सदस्य या डाक्टर हो सकते हैं।

सुझाव 3
संभावनाओं के बारे में चर्चा करने के लिए डाक्टर के पास जाएं। यदि आप गर्भपात चाहें तो भी आप के पास अभी समय होगा।

आप क्या करना चाहती है?

ऽ क्या आप गर्भपात चाहती हैं?
यदि आप गर्भपात चाहती हैं तो अपने निवास स्थान के अनुसार आप गर्भपात के लिए क्लीनिक या चिकित्सालय जा सकती हैं। इस बारे में आपके डाक्टर सलाह दे सकते हैं।

ऽ क्या आप बच्चे को जन्म देना चाहती हैं?
हो सकता है कि आप बच्चे को जन्म देना चाहें। यदि आप की शादी नहीं हुई है या किसी स्थायी रिश्ते से नहीं बंधी हैं, तो क्या आप हालात का सामना कर पाएंगी?

आपके जीवन पर यह किस प्रकार असर डालेगा? आपकी शिक्षा पर? क्या आप को पर्याप्त सहयोग प्राप्त है- बच्चे के पिता की ओर से, या आपके परिवार से? क्या आपके पास गुज़ारे के लिए पर्याप्त धन है?

आप अपने बच्चे को किसी को गोद भी दे सकती हैं। फिर भी आपको काफी सोच-समझ कर फैसला करना होगा। आपको नहीं पता कि बच्चे को जन्म देने के बाद जब उसे किसी और को सौंपना होगा तब आपको कैसा लगेगा।

क्या आप इस जानकारी को उपयोगी पाते हैं?

Comments
Mene meri gf ke sath night me 16 may 2016 ko without condom sex kiya firr use morning me ipill b diya uske baad night 19may ko b without condom sex kiya firr morning me ipill diya use 2 week pehle period b aaya h lekin use stomach me pain ho raha h Bailly ke uper b pain ho raha h kya wo pregnant ho sakti h kya plzzzz tell me
Safe sex ke liye condom ka istemaal kiya jaata hai naa ki emergency pills ka.ECP pill ke bohot se side effects aur mashik dharam par asar bhi ho sakta hai. Pata nahi abhi tak aap yeh goli kitni baar de chuke hai, unke shareer mein kitni maatra mein dawa jaa chuki hai , jabki nirdharit maatra hai saal mein 2 baar maximum. Ab jo hua so hua, please ab aur koi dawa mat dijiye aur unke periods ko normal cycle mein aane dijiye. Aur safe sex ke liye condom ka istemaal kijiye aur ECP ka NAHI. https://www.fpaindia.org/ https://lovematters.in/hi/resource/unplanned-pregnancy https://lovematters.in/hi/resource/safe-sex Aur beta peth mein dard ki daar ya pressure ki vajay se bhi ho sakta hai, aasha karte hai ki stithi control mein hogi. Aap iss baare mein humse vristaar mein charcha humare discussion board "just poocho" par humse kar sakte hai. https://lovematters.in/hi/forum
Ji nahi bete! Pregnant hone ke liye purush ke shukranu ka mahila ki yoni mein jaakar dimb ko nishchit karna bohot zaruri hai. jo ki sirf Yoni Maitun ke dwara ho sakta hai. Zara yeh padho. https://lovematters.in/hi/resource/fertility Sure hone ke liye unprotected sex ke 10 din baad aap ek home test kar sakte hai. Saath hi kisi visheshagya ya ache panjikrit doctor se bhi mil lijiye. https://www.fpaindia.org/ https://lovematters.in/hi/resource/unplanned-pregnancy Aap iss baare mein humse vristaar mein charcha humare discussion board "just poocho" par humse kar sakte hai. https://lovematters.in/hi/forum
Ji nahi bete! Pregnant hone ke liye purush ke shukranu ka mahila ki yoni mein jaakar dimb ko nishchit karna bohot zaruri hai. jo ki sirf Yoni Maitun ke dwara ho sakta hai. Zara yeh padho. https://lovematters.in/hi/resource/fertility Sure hone ke liye unprotected sex ke 10 din baad aap ek home test kar sakte hai. Saath hi kisi visheshagya ya ache panjikrit doctor se bhi mil lijiye. https://www.fpaindia.org/ https://lovematters.in/hi/resource/unplanned-pregnancy Aap iss baare mein humse vristaar mein charcha humare discussion board "just poocho" par humse kar sakte hai. https://lovematters.in/hi/forum
Bete shuru se third month tak aur phir saatve mahine se lekar aakhri tak iss samay avoid keejiye. Jo wife ko pasand ho wo hi keejiye, jo doctor salaah de wo bhi samjh leejiye. Aur dekho bete behtar hoga ki aap condom ka isltemaal karein. Ya phir discharge andar na hone de. Iske ilava wife ka comfort ka poora dhyaan keejiye.Aur haan! Last 3 months mein definitely safety rakhiye. https://lovematters.in/hi/news/sex-during-pregnancy-top-five-facts Aap iss baare mein humse vristaar mein charcha humare discussion board "just poocho" par humse kar sakte hai. https://lovematters.in/hi/forum
Mam mai aapne girlfriend ke sath bina condom se sex kiya uska period 12 april ku hua tha me uske sath 22 april ku sex kiaya karne ke 30 min bad unwanted 72 dia tha or uaka period phir 27 april hua Mai 20may ku pengancy test kiya tu negative aaya lekin madam abhi tak uski period nehi hua hau Kya wa pengancy hai ????
Safe sex ke liye condom ka istemaal kiya jaata hai naa ki emergency pills ka bete, Yeh mahila ke masik dharam par asar kar sakti hai. In goliyoun ka laparvaahi se istemaal nahin hona chahiye.yaha padho zara: https://lovematters.in/hi/resource/safe-sex ECP ka istemaal sirf emergencys mein hona chaiye. Iske kai side effects ho sakte hai. Agar yeh home pregnancy test apne unsafe sex ke 10 din baad kiya tha aur uss beech koi unsafe sex nahi hua tha toh isko pakka maan sakte hai. https://lovematters.in/hi/resource/unplanned-pregnancy https://lovematters.in/hi/resource/safe-sex Aap iss baare mein humse vristaar mein charcha humare discussion board "just poocho" par humse kar sakte hai. https://lovematters.in/hi/forum
Helo mam my question is : kuch din pehele mene apni peonson k saath sex kiya tha but mene bahar rub kiya sperm thoda sa uski outter layer me laga or next day uska blood nikla but periods nhi aaye ek month se Jada ho gya. Is she is pregnant ?
Ji nahi bete! Pregnant hone ke liye purush ke shukranu ka mahila ki yoni mein jaakar dimb ko nishchit karna bohot zaruri hai. jo ki sirf Yoni Maitun ke dwara ho sakta hai. Zara yeh padho. https://lovematters.in/hi/resource/fertility Sure hone ke liye unprotected sex ke 10 din baad aap ek home test kar sakte hai. Saath hi kisi visheshagya ya ache panjikrit doctor se bhi mil lijiye. https://www.fpaindia.org/ https://lovematters.in/hi/resource/unplanned-pregnancy https://lovematters.in/hi/resource/safe-sex Aap iss baare mein humse vristaar mein charcha humare discussion board "just poocho" par humse kar sakte hai. https://lovematters.in/hi/forum
Safe sex ke liye condom ka istemaal kiya jaata hai naa ki emergency pills ka bete, Yeh mahila ke masik dharam par asar kar sakti hai. In goliyoun ka laparvaahi se istemaal nahin hona chahiye.yaha padho zara: https://lovematters.in/hi/resource/safe-sex Sure hone ke liye unprotected sex ke 10 din baad aap ek home test kar sakte hai. Saath hi kisi visheshagya ya ache panjikrit doctor se bhi mil lijiye. https://www.fpaindia.org/ https://lovematters.in/hi/resource/unplanned-pregnancy Aap iss baare mein humse vristaar mein charcha humare discussion board "just poocho" par humse kar sakte hai. https://lovematters.in/hi/forum
Ji haan bilkul pregnant ho sakti hai! Yeh ek bohot badi mithya hai ki sperm bahar nikalne se garbhdharan nahi hota hai. Yaad rakhiye chahe ling ka Sirf thode se samay ke liye yoni mein pravesh hua ho, bina condom ke wo unsafe hai kyunki pregnant hone ke liye ek shuraanu bhi kaafi hota hai. Iske liye foran ek home pregnancy test lijiye. Phir kisi visheshagya ya ache panjikrit doctor se milo aur dekho kya ho sakta hai. Iske ilava aap FPAI clinic se bhi sampark kar sakte hai jiski jaankari aapko issi website pe mil jayegi. https://lovematters.in/hi/resource/unplanned-pregnancy https://www.fpaindia.org/ https://lovematters.in/hi/news/10-most- common-contraception-myths Aap iss baare mein humse vristaar mein charcha humare discussion board "just poocho" par humse kar sakte hai. https://lovematters.in/hi/forum
mem mene apni gf k sath pichle month un sef sex kiya tha rat me or din me 1bje use i phil b de di jise lene k bad use pet me bohat dard hua or use date b aai ab is bat ko 1 month bit gya h or 2 din let b ho gaye h date ane me to kya mem pregnancy ka khatra h abhi agr ha to m kya kru plz solution
Safe sex ke liye condom ka istemaal kiya jaata hai naa ki emergency pills ka bete, Yeh mahila ke masik dharam par asar kar sakti hai. In goliyoun ka laparvaahi se istemaal nahin hona chahiye.yaha padho zara: https://lovematters.in/hi/resource/safe-sex ECP ka istemaal sirf emergencys mein hona chaiye. Iske kai side effects ho sakte hai. Sure hone ke liye unprotected sex ke 10 din baad aap ek home test kar sakte hai. Saath hi kisi visheshagya ya ache panjikrit doctor se bhi mil lijiye. https://www.fpaindia.org/ https://lovematters.in/hi/resource/unplanned-pregnancy Aap iss baare mein humse vristaar mein charcha humare discussion board "just poocho" par humse kar sakte hai. https://lovematters.in/hi/forum
Beta kya yeh sex unprotected tha? Toh isme pregnancy ke chances ho sakte hai. Sure hone ke liye unprotected sex ke 10 din baad aap ek home test kar sakte hai. Saath hi kisi visheshagya ya ache panjikrit doctor se bhi mil lijiye. https://www.fpaindia.org/ https://lovematters.in/hi/resource/unplanned-pregnancy Aap iss baare mein humse vristaar mein charcha humare discussion board "just poocho" par humse kar sakte hai. https://lovematters.in/hi/forum
Bina condom ke sex karna apne aap mein ek safe idea bilkul bhee nahi hai. Isse anchahe garbh ke saath kai youn rog hone kaa bhi khatra ho sakta hai. https://lovematters.in/hi/resource/safe-sex Sorry beta, hum kisi bhi medicine ka naam apko nahi bata sakte! Aur naa hi iss tarah ki koi bhi medicine lena swasth hai! Behtar hoga ki aap iske liye doctor se mile. Aap iss baare mein humse vristaar mein charcha humare discussion board "just poocho" par humse kar sakte hai. https://lovematters.in/hi/forum
Mam mere gf ko mc 10/4/2016 ko aaya tha aur mai usko 19/4/2016 ko sex kiya tab se mc nhi aaya hai mam mai praganews kit se 9/5/2016 ko chek kiye to nigetiv btaya tha lekin abhi tak mc nhi aaya hai kya mam wah pragnet hai agar hai to kya karna chahiye iska garelu ilaj bta sakti ho
Aasha karte hai ki ab stithi contol mein hogi. Beta kya yeh sex unprotected tha? Kya koi emergency pill li thi toh isse mahila ke maashik dharam par bhi asar padh sakta hai. Aur agar protected tha toh isme pregnancy ke chances naa ke barabar hote hai.... Sure hone ke liye unprotected sex ke 10 din baad aap ek home test kar sakte hai. Saath hi kisi visheshagya ya ache panjikrit doctor se bhi mil lijiye. https://www.fpaindia.org/ https://lovematters.in/hi/resource/unplanned-pregnancy Aap iss baare mein humse vristaar mein charcha humare discussion board "just poocho" par humse kar sakte hai. https://lovematters.in/hi/forum
Period ke DAURAAN? Tab toh pregnant hone ka chance naa ke barabar hota hai beta. Phir bhi kisi bhi risk ya sankraman se bachne ke liye condom ka istemaal anivaarya hai. https://lovematters.in/hi/resource/faqs-period https://lovematters.in/hi/news/sex-during-my-period-do-i-need-contraception Aap iss baare mein humse vristaar mein charcha humare discussion board "just poocho" par humse kar sakte hai. https://lovematters.in/hi/forum
Ji nahi bete! Pregnant hone ke liye purush ke shukranu ka mahila ki yoni mein jaakar dimb ko nishchit karna bohot zaruri hai. jo ki sirf Yoni Maitun ke dwara ho sakta hai. Zara yeh padho. https://lovematters.in/hi/resource/fertility Aap iss baare mein humse vristaar mein charcha humare discussion board "just poocho" par humse kar sakte hai. https://lovematters.in/hi/forum
Jaise ki hum hamesha kete hai safe sex ke liye condom use kiya jaata hai. Aur essi stithi mein medical se salha lene ki vajay doctor ki salha leni zaruri hoti hai. Ghar par abortion pill use karna uchit nahi hai isliye iski salha nahi di jaati hai,yeh ek bohot serious matter hai aur isliye isme ek doctor ki salha lena anivarye hai. Agar abhi bhi stithi control mein nahi hai jaldi kisi visheshagya ya ache panjikrit doctor se milo aur dekho kya ho sakta hai. Aur essi stithi mein pregnancy khatam ho jaati hai. Sure hone ke liye unprotected sex ke 10 din baad aap ek home test kar sakte hai. Saath hi kisi visheshagya ya ache panjikrit doctor se bhi mil lijiye. https://www.fpaindia.org/ https://lovematters.in/hi/resource/unplanned-pregnancy Aap iss baare mein humse vristaar mein charcha humare discussion board "just poocho" par humse kar sakte hai. https://lovematters.in/hi/forum
Hmmm! Kya aap is bare mein abhi tak Kisi doctor se mile hai? Ek visheshagya ya ache panjikrit doctor se consult kijiye. Aur Jaldi pregnancy ke tips yaha padhiye: https://lovematters.in/hi/resource/tips Aap iss baare mein humse vristaar mein charcha humare discussion board "just poocho" par humse kar sakte hai. https://lovematters.in/hi/forum
Period ke DAURAAN? Tab toh pregnant hone ka chance naa ke barabar hota hai beta. Phir bhi kisi bhi risk ya sankraman se bachne ke liye condom ka istemaal anivaarya hai. https://lovematters.in/hi/resource/faqs-period https://lovematters.in/hi/news/sex-during-my-period-do-i-need-contraception Aap iss baare mein humse vristaar mein charcha humare discussion board "just poocho" par humse kar sakte hai. https://lovematters.in/hi/forum
madam ji maine 15 april ko apne bf ke saath unsafe sex kiya tha fir 2 din me hi pills bhi li thi uske baad 25 april ko mujhe period bhi hua but usk baad se ab tak period nahi hua month may me bhi nahi hua kya pragnancy k chance h plz tell me ager h to mai kya karu
Safe sex ke liye condom ka istemaal kiya jaata hai naa ki emergency pills ka bete, Yeh mahila ke masik dharam par asar kar sakti hai. In goliyoun ka laparvaahi se istemaal nahin hona chahiye.yaha padho zara: https://lovematters.in/hi/resource/safe-sex ECP ka istemaal sirf emergencys mein hona chaiye. Iske kai side effects ho sakte hai. Sure hone ke liye unprotected sex ke 10 din baad aap ek home test kar sakte hai. Saath hi kisi visheshagya ya ache panjikrit doctor se bhi mil lijiye. https://www.fpaindia.org/ https://lovematters.in/hi/resource/unplanned-pregnancy https://lovematters.in/hi/resource/safe-sex Aap iss baare mein humse vristaar mein charcha humare discussion board "just poocho" par humse kar sakte hai. https://lovematters.in/hi/forum
Beta Ronika, aasha karte hai ki aab stithi control mein hogi. Apne friend se zarur kahiye ki Safe sex ke liye condom ka istemaal karna behaadh zaruri hai aur naa ki emergency pill. Kyuki isme kai side effects aur mashik dharam par bhi asar padh sakta hai. Aur ye bhi jaan lijiye ki ECP 72 hours ke andar hi li jaani chahiye. Aur ulti aur bechani daar ya kisi pressure ki vajay se bhi ho sakta hai. Sure hone ke liye unprotected sex ke 10 din baad aap ek home test kar sakte hai. Saath hi kisi visheshagya ya ache panjikrit doctor se bhi mil lijiye. https://www.fpaindia.org/ https://lovematters.in/hi/resource/unplanned-pregnancy https://lovematters.in/hi/resource/safe-sex Aap iss baare mein humse vristaar mein charcha humare discussion board "just poocho" par humse kar sakte hai. https://lovematters.in/hi/forum
Safe sex ke liye condom ka istemaal kiya jaata hai naa ki emergency pills ka bete, Yeh mahila ke masik dharam par asar kar sakti hai. In goliyoun ka laparvaahi se istemaal nahin hona chahiye.yaha padho zara: https://lovematters.in/hi/resource/safe-sex ECP ka istemaal sirf emergencys mein hona chaiye. Iske kai side effects ho sakte hai. Home pregnancy test kit mein usse istemaal karne ke istruction bhi likhe hote hai. Aap waha se padh sakte hai aur sure ho sakte hai. Aap iss baare mein humse vristaar mein charcha humare discussion board "just poocho" par humse kar sakte hai. https://lovematters.in/hi/forum
Mam mene apni gf ke sath sex kiya toh mene apna vo bhar nikala thaa fir uske 15 din bad fir sex kiya bina condom ke apan sara maal uske andr jhad gya fir mene usko unwanted 72 goli khila di mam uski is month date nhi ayi kya vo pregnant hia ya nhi plase mam btao ab me kya kru
Safe sex ke liye condom ka istemaal kiya jaata hai naa ki emergency pills ka bete, Yeh mahila ke masik dharam par asar kar sakti hai. In goliyoun ka laparvaahi se istemaal nahin hona chahiye.yaha padho zara: https://lovematters.in/hi/resource/safe-sex ECP ka istemaal sirf emergencys mein hona chaiye. Iske kai side effects ho sakte hai. Sure hone ke liye unprotected sex ke 10 din baad aap ek home test kar sakte hai. Saath hi kisi visheshagya ya ache panjikrit doctor se bhi mil lijiye. https://www.fpaindia.org/ https://lovematters.in/hi/resource/unplanned-pregnancy https://lovematters.in/hi/resource/safe-sex Aap iss baare mein humse vristaar mein charcha humare discussion board "just poocho" par humse kar sakte hai. https://lovematters.in/hi/forum
Ji haan bilkul! Yeh ek bohot badi mithya hai ki sperm bahar nikalne se garbhdharan nahi hota hai kyunk pregnant hone ke liye ek shukranu bhi kaafi hota hai. Isse bachne ke liye condom ka istemaal karna chahiye. Zara yeh padhiye: https://lovematters.in/hi/news/10-most-common-contraception-myths Aap iss baare mein humse vristaar mein charcha humare discussion board "just poocho" par humse kar sakte hai. https://lovematters.in/hi/forum
mamm mene 12 may ko apni gf k sath sex kiya tha mene sperm andr nhi jane diya tha. ose 27 ko periods ate h bt ajj 9 ho gyi abhi tak nhi ayi. osne prega news che check bhu kiya tha result negative tha. kya vo pregnant h... plzz help me
नई टिप्पणी जोड़ें

Comment

  • अनुमति रखने वाले HTML टैगस: <a href hreflang>