Bete mana toh aapne hee kiya hai na? Aur agar aapko lagta hai ki yeh cast ka mudda aage chalkar problem la sakta hai toh nirnya aapko soch kar lena hai, ki kya aap sabka saamna kar payengi? Agar haan toh unse wapis baat kijiye, unki suniye who kya kehte hain. Unhe khul kar bataiye ki aapki kya feelings hain, phir saath mein ek nirnya le lijiye. Yadi aap is mudde par humse aur gehri charcha mein judna chahte hain to hamare discussion board “Just Poocho” mein zaroor shamil ho! https://lovematters.in/en/forum

Comment

  • अनुमति रखने वाले HTML टैगस: <a href hreflang>