Bete ruchi please dhyan se suno sabse pehle dusre sawal ka jawab yeh hai ki pregnancy mein peridos lane ki koi dawai nahi hai, iske liye kewal ABORTION hota hai woh bhee ek panjikrit doctor ki madd se khud se bilkul bhee nahi please. Aur haan Pregnant hone ke liye purush ke shukranu ko mahila ki yoni mein jakar dimb ko nishechit karna bohot zaruri hai. jo ki sirf Yoni Maitun ke dwara ho sakta hai. Zara yeh padho. https://lovematters.in/hi/resource/fertility Yadi aap is mudde par humse aur gehri charcha mein judna chahte hain toh hamare disccsion board “Just Poocho” mein zaroor shamil hon! https://lovematters.in/hi/forum

Comment

  • अनुमति रखने वाले HTML टैगस: <a href hreflang>