Hariya beta, samlingikta ka matlab emotional aur sexual aakarshan se hain. Jahaan tak mahila ke sex karne ki baat hain, ye hona sambhav hain. Parivaar waalon aur samaaj ke pressure main aakar kai samlingik purush mazboori main aakar ladki ke saath sambandh banane ke liye mazboor ho jate hain parantu aise main dono partners ki santushti hona kaafi mushkil ho sakta hain. Yadi aap is mudde par humse aur gehri charcha mein judna chahte hain toh hamare discussion board “Just Poocho” mein zaroor shamil hon! https://lovematters.in/en/forum

Comment

  • अनुमति रखने वाले HTML टैगस: <a href hreflang>