Bete Rahul yeh ek bohot badi mithya hai ki sperm bahar nikalne se garbhdharn nahi hota hai kyunk pregnant hone ke liye ek shukranu bhi bohot kaafi hota hai. Zara yeh padhiye: https://lovematters.in/hi/news/10-most-common-contraception-myths Aur haan Yadi aap bina kisi protection key ya bina surakhsha ke sex ki soch rahe hai toh shayad aap un dino ki baat kar rahe hain jin mein bachcha rukna mushkil hai. Yeh ho toh sakta hai lekin yeh poori terh se surakshit nahin mana jaata hai. Yadi aap pregnancy ke risk se bachna chatay hai to kisi aur tarikay kay mukabley Condom ka istemal hi easy aur safe tarika hai. http://lovematters.in/hi/resource/safe-sex http://lovematters.in/hi/resource/fertility

Comment

  • अनुमति रखने वाले HTML टैगस: <a href hreflang>