Jee nahi Namita bete, is tarah pregnancy nahi hoti hai, lekin isse aapko samasya ho sakti hai. Aur pregnant hone ke liye purush ke shukranu ko mahila ki yoni mein jakar dimb ko nishechit karna bohot zaruri hai. Sath hi tension, stress ya hormonal changes ke karan bhi period aniyamit ho sakta hai. Ye jaan lijiye ki period takreeban 28 se 34 dino ke antral pe hota hai, jo ki har mahila ke liye alag alag hota hai. Ok?. https://lovematters.in/hi/resource/menstrual-cycle Ise bhi padhiye: https://lovematters.in/hi/making-love/ways-to-make-love/using-sex-toys-dos-and-donts Yadi aap is mudde par humse aur gehri charcha mein judna   chahte hain to hamare discussion board “Just Poocho” mein zaroor shamil ho! https://lovematters.in/en/forum

Comment

  • अनुमति रखने वाले HTML टैगस: <a href hreflang>