Ab kya sthiti hai bête? Samanyataya periods 28 se 34 dino ke antral per ho sakte hai. Aur bete period ke late aane ke anya karan bhee ho sakte hai jaise stress ya tension ya hormonal changes. Aap kuchh din aur dekh lijiye is bare mein aap kisi vishesgya ya pnjikrit doctor se mill lijiye. Ise bhee padhiye: https://lovematters.in/hi/resource/menstrual-cycle https://lovematters.in/hi/our-bodies/my-periods-are-irregular-what-should-i-do Yadi aap is mudde par humse aur gehri charcha mein judna chahte hain to hamare disccsion board “Just Poocho” mein zaroor shamil ho! https://lovematters.in/en/forum

Comment

  • अनुमति रखने वाले HTML टैगस: <a href hreflang>