Bete aapki bhi shadi ho gayi hai aur unki bhi, toh aap ye jaan lijiye ki pahli shadi se divorce liye bina dusri shadi karna gairkanuni hai, jisme aapko punishment bhi ho sakta hai. Aur divorce lena itna bhi aasan nahi hai - aapko bahut hi sanyam se kaam lena hoga - kyunki ye ek lambi kanuni prakriya hoti hai, jisme aapko intezaar karna pad sakta hai. Lekin bete aap dono ke is nirnay mein aapki patni ka kya, wo bhi aapki jimmedari hain - kya unko is baat ki jaankari hai?? Bete sochiye- samajhiye aur ek sahi nirnay lijiye!! https://lovematters.in/hi/love-and-relationships/happy-relationships/how-do-you-know-your-relationship-is-the-right-one Yadi aap is mudde par humse aur gehri charcha mein judna chahte hain to hamare discussion board “Just Poocho” mein zaroor shamil ho! https://lovematters.in/en/forum

Comment

  • अनुमति रखने वाले HTML टैगस: <a href hreflang>