Dava kaun see? Aur kyun? Yeh toh aap jaante hi hain na ki yeh bohot hee dangerous aur iske kai side effects ho sakte hain. Ho sakta hai aur saath hi iss par ek baar yadi nirbhar ho gaye , so iske bina kar nahin payenge. Jab koi beemari ya kami ho toh baat bhi hai – wo bhi doctor ki salaah se varna nahin. Sex mein aur apne partne rmein ruche badho aur sex ko enjoy karo, safe raho.
Kahin aap kisi tension, pressure mein toh nahi hain na? Yeh samjh lijiye ki sex karne ke liye bilkul tanav mukt hona zaroori hai bête. Iss baare mein aur yaha padh lo : https://lovematters.in/hi/news/4-signs-you-have-erectile-dysfunction https://lovematters.in/hi/news/erection-trouble-where-turn Yadi aap is mudde par humse aur gehri charcha mein judna chahte hain toh hamare discussion board “Just Poocho” mein zaroor shamil hon! https://lovematters.in/en/forum
Dava kaun see? Aur kyun? Yeh…