Riya bete bahut dukh hua sunkar!! Lekin wo toh ab kah rahe hain ki pyaar nahi karta..yadi koi humaare saath nahin rehana chahtey toh kyaa hum unhe force kar saktey hain? Nahi, hain na?!! Dekhiye bete jab ek rishta ek makaam tak aa ke ruk jaata hai, toh use phir shuru karna ya us per hee tike rehana shayed itnee samjhdaari nahin. Aage badhiye, naye kadam uthaiye, naye aur purane dost dhoondhiye, films, music, koi hobbies. Jaise ki unhone keeya hai. Apni zindigi jeene mein utar jaiye. All the best. https://lovematters.in/en/news/shes-avoiding-me-now-what https://lovematters.in/hi/love-and-relationships/breaking-up/how-to-get-over-a-break-up-a-proven-technique https://lovematters.in/en/love-and-relationships/she-never-said-no-but-she-meant-so Yadi aap is mudde par humse aur gehri charcha mein judna chahte hain to hamare discussion board “Just Poocho” mein zaroor shamil ho! https://lovematters.in/en/forum

Comment

  • अनुमति रखने वाले HTML टैगस: <a href hreflang>