Arre Avdesh bete, wo pahle hee ek rishte mein hai toh aapke prastav ka kya mahatva? Aur yadi koi humaare saath nahin rehana chahtey toh kyaa hum unhe force kar saktey hain? Nhain na?!! Dekhiye bete adi who aapke saath rehna chahtey hain so unhe yeh nirnay lena hai, aap unse sirf isliye haan nahi karwa sakte kyunki kewal aap unhe pyar karte hain. Thoda shaant rahiye aur apna chintan swasth kijiye. https://lovematters.in/hi/resource/love-and-relationships https://lovematters.in/hi/love-and-relationships/meeting-someone/saying-no Yadi aap is mudde par humse aur gehri charcha mein judna chahte hain to hamare disccsion board “Just Poocho” mein zaroor shamil ho! https://lovematters.in/en/forum

Comment

  • अनुमति रखने वाले HTML टैगस: <a href hreflang>