Mam mai Jisse pyar Karta hu wo pahle Mujhse pyar Karti thi but bich me jhagra hua aur mere se samay mangi to Maine de diya isi bich wo kisi aur se pyar karne lagi aur Mujhe batayi v Nahi last last tak jhuth bolti rahi par mai tab v use manata raha Jab pata chala to wo boli ki mere se bahut pahle dur ho gayi thi... Mai use bahut pyar Karta hu mai use pana v chahta hu aur khus v rakhna chahta hu par wo Mujhe Ek dam Nahi chahti... Mai Kya Karu... Agar wo Nahi mili to mai kisi se sadi Nahi karunga mai use kaise manau taki wo man jaye... Wo mujh par daya Kar k Nahi pyar se aye

Comment

  • अनुमति रखने वाले HTML टैगस: <a href hreflang>