Mam main hastmaithun bahot zada karta hu daily ya phir daily do bar ho jata h aap samjh rhi h na kis had tak main karra hu mqhine me 50 ya 60 time ho jata ho jata h mujhe dar ye lagta h ki meri shadi ke bad main apni wife ko khush na kar paun ya mere ling ki nase kamzor na ho jaye is tarah ka vaham mere dimag me rahta h aap btaiye main kya karu aur main hastmaithun chor bhi nhi pa ra hu

Comment

  • अनुमति रखने वाले HTML टैगस: <a href hreflang>