Lokesh bete agar foreskin thik tarah se aage pichhe na hoti ho toh ismein pareshani ho sakti hai, lekin aapko phimosis hai ya nahi ye toh ek doctor se hi jankari leni hogi. Waise is skin ko nahate samay halke se pichhe kar ke saaf karna hota hai jisse ki waha safai bani rahe, yadi aisa karne mein koi zyada takleef ya blood aa raha hai toh ek doctor se mill lena zaruri hota hai. Aur zyada yaha padhiye : https://lovematters.in/en/what-is-phimosis-surgery-of-penis-foreskin https://lovematters.in/hi/resource/penis https://lovematters.in/hi/our-bodies/male-body/mens-hygiene Yadi aap is mudde par humse aur gehri charcha mein judna chahte hain to hamare discussion board “Just Poocho” mein zaroor shamil ho! https://lovematters.in/en/forum

Comment

  • अनुमति रखने वाले HTML टैगस: <a href hreflang>