Aaru puttar sabse pahle toh ye jaan lijiye ki is tarah ki chizen istemaal karna aapke liye safe nahi hai, isse aapko harm ho sakta hai, iske alava bahut sare sex toys ka hain, jinka aap istemaal kar saktin ise padhiye: https://lovematters.in/hi/making-love/ways-to-make-love/using-sex-toys-dos-and-donts Lekin jahan tak hormones change hone ki baat hai toh iske anya karan ho sakte hain, aur PCOD mein ek hi ovary se production aur ova ka releasing hota hai, iske liye kisi specialist ya registered doctor ki salah lijiye aur unke nirdesh ka palan kijiye, Ismein kabhi kabhi medicines ki nitaant aavasyakta hoti hai. Adhik jaankari ke liye is link ko padh lijiye: https://lovematters.in/hi/our-bodies/irregular-periods-could-it-be-pcod

Comment

  • अनुमति रखने वाले HTML टैगस: <a href hreflang>