Bête kahin aap kisi tension, pressure mein toh nahi hai na? Kabhi kabhi work load, tension ya pressure ke karan bhi aisa ho sakta hai. Agar kisi na kisi waqk penis mein tanav aa raha ho toh itni bhi chinta karne ki zarurat nahi hai bête. Yeh samjh lijiye ki sex karney ke liye ya ling me tanav aane ke liye bilkul tanav mukt hona zaruri hai bête. Body ko apna kaam karne dijiye bête - aur yadi koi bimaari na ho to - ye thik ho jana chahiye. Ise padhiye: https://lovematters.in/hi/news/erection-trouble-where-turn https://lovematters.in/hi/news/4-signs-you-have-erectile-dysfunction Yadi aap is mudde par humse aur gehri charcha mein judna chahte hain to hamare discussion board “Just Poocho” mein zaroor shamil ho! https://lovematters.in/en/forum

Comment

  • अनुमति रखने वाले HTML टैगस: <a href hreflang>