Nisha bete 72 ghanton mein li thi toh chances bahut kum ya na ke barabr hain. Nischit hone ke liye 10 din poore hote hee ek home pregnancy test le lijiye. Zaruri nahi hai ki yeh bleeding sabko ho bete. https://lovematters.in/hi/birth-control/top-10-facts-about-emergency-contraceptive-pills https://lovematters.in/hi/pregnancy/home-pregnancy-tests-dos-and-donts Yadi aap is mudde par humse aur gehri charcha mein judna chahte hain to hamare discussion board “Just Poocho” mein zaroor shamil ho! https://lovematters.in/en/forum

Comment

  • अनुमति रखने वाले HTML टैगस: <a href hreflang>