Bete is skin ko nahataye samaye halkaye se pichay kar ke saaf karna hota hai jissey ki waha safai bani raheye, yadi aisaye karney mein koi zyada takleef ya blood aa raaha hai toh ek doctor se mill lijiye iskaye baare mein. Aur zyada yaha padhiye : https://lovematters.in/hi/resource/penis https://lovematters.in/hi/our-bodies/male-body/mens-hygiene Lekin beta ji yeh ho sakta hai - kyuki isse bahut dard ya discomfort ho sakta hai - lekin tension ki baat nahi hai, agar phimosis ho bhi toh bahut hi chhota sa operation hota hai aur aap jald hi thik ho jaayenge. Acche panjikrit doctor se mill lijiye iske baare mein. Ise padhiye: https://lovematters.in/hi/what-is-phimosis-surgey-of-penis-foreskin Yadi aap is mudde par humse aur gehri charcha mein judna chahte hain to hamare discussion board “Just Poocho” mein zaroor shamil ho! https://lovematters.in/en/forum

Comment

  • अनुमति रखने वाले HTML टैगस: <a href hreflang>