Ye ladki sahi hai.ajj samaj mein purushpradhan sanskriti hai.ladka love marriage kare to chalega agar ladki love marriage kare to khandan ka nam kharab ho jata hai.ladkiyo KO apna decision lena ka freedom nahi hai. Kya khandan ki ,ijjat parampara ,jatiyata yahi jaruri hai?.bacho ki khushi nahi

Comment

  • अनुमति रखने वाले HTML टैगस: <a href hreflang>