mujhe aap bataye me apni gf se shadi karna chahata ho hum dono ek hi kast ke h fir bhi unke ghar wale gaon ke h to unko meri or uski baat chala chal gyi h usne bol diya ki shadi karni h to ghar walo ne saf mna kar diya ab aap batao kya karna chaiye or bhag kar shadi kare to unke ghar wale damki dete h usko ki zehar khake mar jayge agr tumne aisa kuch kiya to aab batao kya karan sahi h plz🙏🙏🙏🙏

Comment

  • अनुमति रखने वाले HTML टैगस: <a href hreflang>