Jee nahi bete aisa nahi hota hai aur bleeding period ke aane ke karan bhee ho sakta hai ya iske anya karan bhee ho sakte hai. Aap kuchh din dekh lijiye phir bhee agar bleeding band nahi ho toh kisi pqanjikrit doctor se mill lijiye. Aur hymen ki jaankari yaha se lijiye: https://lovematters.in/hi/resource/faqs-hymen-and-virginity Yadi aap is mudde par humse aur gehri charcha mein judna chahte hain to hamare disccsion board “Just Poocho” mein zaroor shamil ho! https://lovematters.in/en/forum

Comment

  • अनुमति रखने वाले HTML टैगस: <a href hreflang>