mai apni gf se bahut piyar karta hu per wo meri baat kabhi samjh nhi pti mere piyar ko 3 saal ho gaya hai aour uske sath sab kuch ho chuka hai tabh bhi samjh ni pati mujhe aour dusro ki baat par bahak jati hai mai kiya karu mujhe uske chalte neend nhi aati aour tention din bhar rahta hai na sahi kaam kar pata hu na sahi se khana bhi nhi khata hu aisa lagata hai uske bina jindagi aadhuri ji raha hu

Comment

  • अनुमति रखने वाले HTML टैगस: <a href hreflang>