Madam ji,meri umar 48 saal hai, mera ling mei utezna bahut jyada aati hai,baar baar sambhog karne ka mann karta hai,wife kehti hai ki baar baar mere baski nahi hai sambhog karna,mai kya karoon,samajh mein nahi aata, sambhog naa Karoo toh mai apne gusse ko control nahi kar pata,aur chidchida rehta hoon,mera margdarshan karein please

Comment

  • अनुमति रखने वाले HTML टैगस: <a href hreflang>