main 30 sal ka sadi suda aadmi hu. main patni ke sath raat me ek baar sex karta hu. sex time 15-20 min tak hai lekin dusri baar Karna chahte hu to puri tarah ling Tait nahi hota hai. main ghar se dur rah kar job karta hu. main 6 mahine me ghar jata hu. job ke Duran main hast mathun kiya karta hu. kahi hasth mathun se to aisa nahi ho raha hai.

Comment

  • अनुमति रखने वाले HTML टैगस: <a href hreflang>