Raghubir beta, hastmaithun ka fertility par koi farak nahi padhta hai. Yeh ek safe/surakshit tareeka hai apni santushti karne ka. Isse koi nuksaan ya beemari nahin hoti. Bete virya ka gadha-mota hone se koi sambandh nahi hai zara yeh padho: https://lovematters.in/en/resource/ejaculation https://lovematters.in/en/news/semen-top-five-facts https://lovematters.in/en/news/watery-semen-dont-blame-masturbation Kya aap pregnancy ke bare mein abhi tak Kisi doctor se millein hai? Ek vishagya ya achche panjikrit doctor se consult kijiye. Aur Jaldi pregnancy ke tips yaha pahdiye: https://lovematters.in/hi/resource/tips Yadi aap is mudde par humse aur gehri charcha mein judna chahte hain toh hamare discussion board “Just Poocho” mein zaroor shamil hon! https://lovematters.in/en/forum

Comment

  • अनुमति रखने वाले HTML टैगस: <a href hreflang>