Kya ye beemari kar sakta hai? To nahi . Par mukh maihtun ke liye atyant saaf safai ke baare main dhyaan rakhne ki avashyakta hai. Yadi aap chahein to condoms ya dental dam ka istemaal kar sakte hain. Yadi aap is mudde par humse aur gehri charcha mein judna chahte hain toh hamare disccsion board “Just Poocho” mein zaroor shamil hon! https://lovematters.in/en/forum

Comment

  • अनुमति रखने वाले HTML टैगस: <a href hreflang>