Subham bete Indian kanun ke baare mein aap kisi lawyer ya wakeel se jaankari le sakte hain lekin Hindu dharm mein bhi bahut se alag reetee rivaaz hai na. SO jab ki north india mein ye dharm aur sanskriti ke khilaaf maana jaata hai, kuch pranton mein nahin. Rishtedaari mein shaadi bahut kathin hai beta. Uske liye bahut tayyar karnee hoti hai. bahut sehna hota hai. Kya is sab ke liye aap tayyar ho beta? Its not easy!! Aur what about your gf / cousin sister… kya who yeh sab see lengee? Leejiye yeh padh leejiye, shshayd koi madad mile. https://lovematters.in/hi/news/it-ok-marry-my-cousin https://lovematters.in/hi/love-and-relationships/should-i-have-sex-with-my-cousin Yadi aap is mudde par humse aur gehri charcha mein judna chahte hain to hamare discussion board “Just Poocho” mein zaroor shamil ho! https://lovematters.in/en/forum

Comment

  • अनुमति रखने वाले HTML टैगस: <a href hreflang>