Mai ak larka sa bohot jyada pyar karte hoo aur vo bhi mujh sa bohot jyada pyar karta hai hum dono ak dusra sa bohot pyar karte hai hamare rista ka 9 month ho gay par ak prblm hai mera pyar meri ak jhut bolna ka karan ab vo humpa belive karna chor dia hai vo dusro ki bate sunna laga hai jo unha mera bare ma bharkate hai jissa ki ajkal vo bina kuch socha smjha mujhe kuch bhi kah deta hai Mai apna pyar ko pahla jaisa kaisa bana sakti ho humara bich kaisa sab thik hoga

Comment

  • अनुमति रखने वाले HTML टैगस: <a href hreflang>