Ji haan, Anil bete. Aise mein pregnancy ke chances ho sakte hain. Yeh ek bohot bada mithak hai ki sperm bahar nikaalne se garbhdharn nahi hota hai kyunki pregnant hone ke liye ek shukranu bhi bohot kaafi hota hai. Zara yeh padhiye: https://lovematters.in/en/news/10-most-common-contraception-myths Yadi aap is mudde par humse aur gehri charcha mein judna chahte hain toh hamare discussion board “Just Poocho” mein zaroor shamil hon! https://lovematters.in/en/forum

Comment

  • अनुमति रखने वाले HTML टैगस: <a href hreflang>