Periods ke DAURAAN? Tab toh pregnant hone ka chance na ke barabar hai beta. Phir bhi kisi bhi risk ya sankraman se bachne ke liye condom ka istemaal anivarya hai. https://lovematters.in/hi/resource/faqs-period https://lovematters.in/hi/news/sex-during-my-period-do-i-need-contraception In pills ka prayog unsafe sex ke baad 72 ghanton mein karna hota hain. Yadi ye 72 ghanton ke andar le li gayi thi toh pregnancy ke chances na ke barabar hain...Lekin yeh mahila ke masik dharm par asar kar saktee hain toh iske liye bhi taiyaar rahiye. Yadi aapke man mein koi bhee aur sawaal hain aur aap is mudde par humse aur gehri charcha mein judna chahte hain toh hamare discussion board ‘Just Poocho’ mein zaroor shamil hon! https://lovematters.in/en/forum

Comment

  • अनुमति रखने वाले HTML टैगस: <a href hreflang>