Aap kisi visheshagya ya achhe panjikrit doctor se miliye aur dekhiye kya ho sakta hai. Kisi bharosemand doctor ki rai leejiye aur kisi neem hakeem ya chemist ki baaton mein bilkul mat aa jaaiye – DOCTOR ONLY. Ise bhee padhiye: https://lovematters.in/hi/pregnancy/unsure-about-being-pregnant/abortion Iske alawa aap FPAI clinic se sampark kar sakte hai jiski jaankari aapko issi website pe mil jayegi. https://www.ippf.org/about-us/member-associations/india Yadi aap is mudde par humse aur gehri charcha mein judna chahte hain to hamare disccsion board “Just Poocho” mein zaroor shamil ho! https://lovematters.in/en/forum

Comment

  • अनुमति रखने वाले HTML टैगस: <a href hreflang>