Bete yeh gharelu nuskhe kabhi bhi reliable nahin, poora saaf hua ya nahi yeh keval ultrasound test se hi pata chal sakta hai- pehel ek aur home test karo aur hum hamesha ye salah dete hain ki unwanted pregnancy ho toh sirf panjikrit doctor se hi consult karna anivarya hota hai – yeh neem hakeem ke nuskhe kaargar nahi hote hai aur baad mein bahur pareshani hoti hai. Please aap iske bare mein apne shahar ke govt. hospital jaakar ek doctor se consult kijiye ya aap FPAI clinic se bhee sampark kar sakety hai jiski jaankari aaapko iski website pe mil jayegi. Jald se jald doctor se milo . https://lovematters.in/hi/resource/unplanned-pregnancy https://lovematters.in/hi/pregnancy/home-pregnancy-tests-dos-and-donts https://www.ippf.org/about-us/member-associations/india Yadi aap is mudde par humse aur gehri charcha mein judna chahte hain to hamare discussion board “Just Poocho” mein zaroor shamil ho! https://lovematters.in/en/forum

Comment

  • अनुमति रखने वाले HTML टैगस: <a href hreflang>