Bete yeh toh bilkul bhee swasth nahi hai. Samanyataya periods 28 se 34 dino ke antral per ho sakte hai. Yadi yeh in dinon ke antral par na hokar har baar aniyamit hote hai toh is bare mein aap kisi vishesgya ya pnjikrit doctor se mill lijiye. Ise bhee padhiye:
https://lovematters.in/hi/resource/menstrual-cycle
https://lovematters.in/hi/our-bodies/my-periods-are-irregular-what-should-i-do
Yadi aap is mudde par humse aur gehri charcha mein judna chahte hain to hamare disccsion board “Just Poocho” mein zaroor shamil ho!
https://lovematters.in/en/forum
Bete yeh toh bilkul bhee…