Bete kya aap pregnancy se darr rahe hai toh ye samajh lijiye ki pregnant hone ke liye purush ke shukranu ko mahila ki yoni mein jakar dimb ko nishechit karna bahut zaruri hai. Lekin jo stithi aap bata rahe hai usme pregnanacy ke chances to nahi lagte hai bete, par aap aur jyada sure hone ke liye apni gf ko ek home pregnancy test lene ke liye kah sakte hai. Aur bete period ke late hone ke anya karan bhee ho sakte hain jaise stress, tension ya hormonal changes, aap kuchh din aur dekh lijiye fir kisi registered doctor se mill lijiye. Ise bhee padhiye: https://lovematters.in/hi/pregnancy/home-pregnancy-tests-dos-and-donts Yadi aap is mudde par humse aur gehri charcha mein judna chahte hain to hamare disccsion board “Just Poocho” mein zaroor shamil ho! https://lovematters.in/en/forum

Comment

  • अनुमति रखने वाले HTML टैगस: <a href hreflang>