Ab kya sthiti hai Rakhi bete? Samanyataya periods 28 se 34 dino ke antral per ho sakte hai. Yadi yeh in dinon ke antral par na hokar har baar aniyamit hote hai toh is bare mein kisi vishesgya ya panjikrit doctor se mill lena zaruri hota hai. Ise bhee padhiye: https://lovematters.in/hi/resource/menstrual-cycle Aur yadi unsafe sex ke baad bhee periods ho rahen ho toh ismein pregnancy ke chances na ke barabar hote hai. Kripya safe sex ke liye condom ka nirdharit upyog keejiye. https://lovematters.in/hi/pregnancy/unsure-about-being-pregnant/unsafe-sex-missed-period-am-i-pregnant https://lovematters.in/hi/pregnancy/home-pregnancy-tests-dos-and-donts Yadi aap is mudde par humse aur gehri charcha mein judna chahte hain to hamare discussion board “Just Poocho” mein zaroor shamil ho! https://lovematters.in/en/forum

Comment

  • अनुमति रखने वाले HTML टैगस: <a href hreflang>