Rupesh bete, periods takreeban 28 se 34 dino ke antral pe hoti hai, jo ki har mahila ke liye alag alag hota hai. Periods ke samaye halka durd hona samnaya hai lekin yeh durd samanya se zyaada nahi hona chahiye. Aap kisi vishagya ya achche panjikrit doctor se miliye. https://lovematters.in/hi/resource/menstrual-cycle Hmmm! Kya aap garbhdhaaran ke baare mein abhi tak kisi doctor se millein hai? Ek visheshagya ya achchhe panjikrit doctor se consult kijiye. Aur jaldi pregnancy ke tips yaha padhiye: https://lovematters.in/hi/resource/tips https://lovematters.in/hi/news/getting-pregnant-dos-and-donts Yadi aap is mudde par humse aur gehri charcha mein judna chahte hain toh hamare discussion board ‘Just Poocho’ mein zaroor shamil hon! https://lovematters.in/en/forum

Comment

  • अनुमति रखने वाले HTML टैगस: <a href hreflang>