Beta! HIV Positive vyakti se sex karne mein yadi condom break ho jaye to HIV hone ki sambhawana ho sakti hai. Aapko koi sandeh ho toh ek vishesgya ya sarkari hospital se sampark kijiye. HIV ki jaankari yaha se lijiye: https://lovematters.in/hi/resource/hiv https://lovematters.in/hi/safe-sex/can-i-date-an-hiv-person Aur unsafe sex ke 10 din poore hote hee ek home pregnancy test lijiye. Phir kisi vishesagya ya achche panjikrit doctor se mill lijiye aur dekhiye kya ho sakta hai. Iske illava aap FPAI clinic se bhee sampark kar sakety hai jiski jaankari aaapko iski website pe mil jayegi. https://lovematters.in/hi/resource/unplanned-pregnancy https://lovematters.in/hi/pregnancy/home-pregnancy-tests-dos-and-donts https://www.ippf.org/about-us/member-associations/india Yadi aap is mudde par humse aur gehri charcha mein judna chahte hain to hamare disccsion board “Just Poocho” mein zaroor shamil ho! https://lovematters.in/en/forum

Comment

  • अनुमति रखने वाले HTML टैगस: <a href hreflang>