Period pains
© Love Matters | Rita Lino

Period pains

You may not feel so good when you get your period, or right before your period. If this is not you, count yourself lucky!

Stomach aches and a bad mood

Sometimes you may feel tired, grumpy, or sad right before your period. This is pretty common.  Most of it's related to the changes in your hormones levels.

What can you do when you’ve got period pains?

The best thing to do is look after yourself.

Here are some suggestions:

For stomach aches
Use a hot water bottle/bag on your stomach to ease the cramps
Take a paracetamol or aspirin

For a headache
Take a paracetamol or aspirin

For bloating or swelling
Cut down the amount of salt you eat for a few days before your period.

For tiredness
Take vitamin supplements that include Calcium (drink milk)
Have plenty of rest and try to get eight hours of sleep

For moodiness
Exercising regularly for up to 30 minutes a day helps maintain a happy outlook on life

For food cravings like chocolate
Eat dark chocolate, yoghurt, or drink milk

If you've got extreme pain, and these suggestions don't help or you have problems like irregular cycles or excessive blood flow, contact your nearest health care provider for more guidance.

Did you find this useful?

Comments
Iske liye please aap jaldi aap FPAI clinic se sampark kar sakety hai jiski jaankari aaapko iski website pe mil jayegi . Iske illava ,Phoren kisi vishagya ya achche panjikrit doctor se mililye. All the best http://www.fpaindia.org/ https://lovematters.in/hi/resource/menstrual-cycle
plssssss koi bata sakta hai koi ladki bina kisi se sharirik sambhand banaye pregnant ho sakti hai uske periods miss ho gaye hai par usne abhi tk kisi se sharirik sambhand nahi banaye
Bete periods ke samye halka durd hona samnaya hai lekin yeh durd samanya se jyada nahi hona chahiye. Aap kisi vishagya ya achche panjikrit doctor se mililye. https://lovematters.in/hi/resource/menstrual-cycle
Bete Isme itnaa dar nahin beta… period late bhi ho jaatye hain.. so sabse better yeh hoga ki aap kuch roz dekh leejiye aur phir phoren ek doctor ko mill leejiye.https://lovematters.in/hi/resource/menstrual-cycle
Bete periods ke samye halka durd hona samnaya hai lekin yeh durd samanya se jyada nahi hona chahiye. Aap kisi vishagya ya achche panjikrit doctor se mililye. https://lovematters.in/hi/resource/menstrual-cycle ladkhi ko pataya kaise or yous ke sath sex kise kara ?
Bete Simran aap FPAI clinic se sampark kar sakety hai jiski jaankari aaapko iski website pe mil jayegi . Iske illava ,Phoren kisi vishagya ya achche panjikrit doctor se mililye. All the best http://www.fpaindia.org/
Bete Zoya periods ke samye halka durd hona samnaya hai lekin yeh durd samanya se jyada nahi hona chahiye. Aap kisi vishagya ya achche panjikrit doctor se mililye. https://lovematters.in/hi/resource/menstrual-cycle
बेटे लिंग के साइज़ में एक अपना टेडा पन्न होना बहुत common है। do not worry इससे कोई समस्या होती नहीं है.यह पढ़िए ज़रा, http://lovematters.in/en/resource/penis-shapes-and-sizes
Bete periods ke samay halka durd hona samnaya hai lekin yeh durd samanya se jyada nahi hona chahiye. Agar dard jyada ho to aap kisi vishesagya ya achche panjikrit doctor se miliye. https://lovematters.in/hi/resource/menstrual-cycle https://lovematters.in/hi/our-bodies/my-periods-are-irregular-what-should-i-do Yadi aap is mudde par humse aur gehri charcha mein judna chahte hain to hamare discussion board “Just Poocho” mein zaroor shamil ho! https://lovematters.in/en/forum
Bete Suman relax ho jao aur suno yadi aap pregnancy ke risk se bachna chatay hai to kisi aur tarikay kay mukabley Condom ka istemal hi easy aur safe tarika hai http://lovematters.in/hi/resource/safe-sex http://lovematters.in/hi/resource/fertility Aur bête Pehli baar sex kartaye samaye kya karna hai kya nahi karna hai, aur first sex ko kese theek tarah se kiya jaye is bare mein aap yaha detail mein padh lijieye : http://lovematters.in/hi/news/first-time-sex-top-five-facts
Apna mat rakhne ke liye dhanyawad, bete!! https://lovematters.in/hi/resource/using-condoms https://lovematters.in/en/birth-control/types-of-birth-control/condoms https://lovematters.in/hi/birth-control/condoms-myths-busted Yadi aap is mudde par humse aur gehri charcha mein judna   chahte hain to hamare discussion board “Just Poocho” mein zaroor shamil ho! https://lovematters.in/en/forum
Suniye eh ek bohot badi mithya hai ki sperm bahar nikalne se garbhdharn nahi hota hai kyunk pregnant hone ke liye ek shukranu bhi bohot kaafi hota hai. Zara yeh padhiye: https://lovematters.in/hi/news/10-most-common-contraception-myths
Hmmm! So sabse pehle yeh samjho ki hum yahan se aapko kisi bhe medicine ke bare mein nahi bata sakte, Aur haan ismein pregnancy ke chances ho skate hain. Iske liye phoren ek home pregnancy test lijiye. Phir kisi vishagya ya achche panjikrit doctor se milo aur dekho kya ho sakta hai. Iske illava aap FPAI clinic se bhee sampark kar sakety hai jiski jaankari aaapko iski website pe mil jayegi. http://lovematters.in/hi/resource/unplanned-pregnancy http://www.fpaindia.org/ Saath he yeh samjh lo periods ke samye halka durd hona samnaya hai lekin yeh durd samanya se jyada nahi hona chahiye. Aap kisi vishagya ya achche panjikrit doctor se mililye. https://lovematters.in/hi/resource/menstrual-cycle
Bilkul nahi bête koi kamzori nahi, it’s quite common, Bus swasth raho aur yaad rakho ki Hastmaithun ek safe /surakshit tareek ahai apni santushti karne ka. Isse koi nuksaan ya beemari nahin hoti . yadi chahein toh bahut see activities hain, jaise ki khel – games, gym ya koi hobbies… ok? http://lovematters.in/hi/resource/men-masturbating
Bete mahila ki yoni ki skin bohot hi najuk hoti aur mulayam hoti hai ji karan uska kala padna swabahvik hai, isliye yadi aap usse fair karne ke liye kisi kism ki cream waghera use karti hain toh usse us jagah ki skin ko nuksaan pohoch sakta hai. isliye behtar yahi hoga ki aap kewal us jagha ki saaf safai par dhyan dein bus! aur apne sharir se pyaar karein.
Hmm… bête aap please bilkul relaxed raho. KOI jaldi nahin hai bilkul… just relax and take it slow. Apne partner ko bhi yeh salaah deejiye, Slow down. Yeh link padh leejiye : http://lovematters.in/hi/resource/ways-make-love
Bete ! Periods samanyatah! kisi bhi mahila ko 28 din ke antral pe hote hain! lekin phir bhi ek ya don din ka agae-peeche hona is quite common! zara yeh bhi padhiye: https://lovematters.in/hi/resource/menstrual-cycle
Hmmm! period ke duran halka durd hona samnaya hai, lekin yadi yeh durd samnaya se adhik hai toh unhe ek doctor se sampark karaiye! Aur bete Sex se koi nuksaan nahi jab tak ki wo safe sex hai, yaani poori samjhdaari aur safety ke sath kiya gaya sex ho.
Hmmmm! Shyad durd se ? Hmm suniye yoni bahut choti hoti hai aur lacheele bhi so yadi ahista ahaista keey ajaaye toh yahan ling enter kar sakta hai. Lekin apki wife ko bahut hee relaxed rehana hai aur apko bhi aapko bahut hee support karn ahai is dauran. Poora ling ek hee baar andar jaaye yeh zaroori nahin, iske barre mein https://lovematters.in/hi/news/how-can-i-please-my-wife-bed Yadi sex dono pyaar ke saathiyoun ke beech ho, surakshit yaani bina koi zore zabardasti ke ho, so bahut hee achcha.
10 minute is quite common bete! Lekin aisee stithi mein, partner par focus badhana, foreplay , yaani bête ki pravesh karne se pehle bahut se alag alag kriyaein karna , jinse dono ko aanand mile, apne partner kee uttejna badhana, yeh sab activitys sabse zaroori hain. iske ilava, partner ke saath sex karne se pehle, ek baar hast maithun kar saktey hain, utne samay pehele jitne mein ling mein tanaav aa jaaye. Condom ka istemaal bhi jaldi discharge mein help karta hai.http://lovematters.in/hi/news/premature-ejaculation-top-five-facts
Bete Rishi periods ke duran halka durd hona is very common lekin yadi yeh durd samanya se jyada hai toh aap ek vishagya ya achche panjikrit doctor se mill lijiye. https://lovematters.in/hi/resource/menstrual-cycle
Bete Periods ke shuruat mein inska aneemit hona swabhivik hai lekin baad mein yeh takreeban 28 se 34 dino ke antral pe hoti hai, jo ki har mahila ke liye alag alag hota hai. Aur is duran halka durd hona toh common hai bete lekin yadi yeh durd samanya se jyada hai toh ek visheshagya se mill lijiye. https://lovematters.in/hi/resource/menstrual-cycle
Bete Komal kisi bhi insaan ka sex ko lekar jigyasu hona ya iski ichha hona bohot hi common si baat hai. Ab yeh desire ho hi nahi toh yeh toh puri tarah se aap ke uppar depend karta hai ki aap iske bare mein sochna hi band kar dein ya phir aap hastmethun try kar saktay hain kyunki Hastmaithun ek safe /surakshit tareek ahai apni santushti karne ka. http://lovematters.in/hi/resource/women-masturbating
Apse aisa kisne kaha ki samanya dino mein pregnancy ki sambhavna nahi hoti. Aur periods ke days safe hai jabki Period ke toh pregnant hone ka chance na ke barabr hai beta.Phir bhi kisi bhi risk ya sankramn se bachne ke liye condom ka isteaml anivarya hai. Ab phoren kisi vishagya ya achche panjikrit doctor se milo aur dekho kya ho sakta hai, agar jyada time nahi hua hoga to aap MTP ki maang kar saktey hain. Kisi neem hakeem ya chemist ke paas mat pahuch jaana, DOCTOR ONLY!! Iske alawa aap FPAI clinic se sampark kar sakety hai jiski jaankari aaapko iski website pe mil jayegi http://lovematters.in/hi/resource/unplanned-pregnancy http://www.fpaindia.org/ https://lovematters.in/hi/resource/faqs-period
Hmmm! - Durd hone ka ek sabse mehtvpuran karan yeh ho skata hai ki apki partner sex ke liye theek tarah se tyyar hi nahi hui hon. Bete yeh baat bohot achhe se samjh lo aap ki sex karnye ke lieye dono hi partners ko tanavmukat hona bohot hi zaruri hai! Aur dono ka tyyar hona mentally, physically, emotionally bhi bohot zarurui hai. Aap samjh rahe hain na mera matlab? isliye make sure ki apki partner in sab cheezon ke liye tayyar hui hain. zara yeh padhiye: http://lovematters.in/hi/news/first-time-sex-top-five-facts https://lovematters.in/hi/news/how-can-i-please-my-wife-bed
Periods ke duran sex mein koi dikatt nahi jab tak dono partners ki isse karne mein barabar ki marzi shamil ho Lekin yaad rakhiye is duran condom ka istemal anivarya hai taaki kisi bhi sankarman se bachha ja sake. Yeh bhi padh lijiye: https://lovematters.in/hi/resource/faqs-period
Pete ke niche se kya aapka matlab youni se hai? Yadi haan toh bete durd hone ka ek sabse mehtvpuran karan yeh ho skata hai ki apki partner sex ke liye theek tarah se tyyar hi nahi hui hon. Bete yeh baat bohot achhe se samjh lo aap ki sex karnye ke lieye dono hi partners ko tanavmukat hona bohot hi zaruri hai! Aur dono ka tyyar hona mentally, physically, emotionally bhi bohot zarurui hai. Aap samjh rahe hain na mera matlab? isliye make sure ki apki partner in sab cheezon ke liye tayyar hui hain. zara yeh padhiye: http://lovematters.in/hi/news/first-time-sex-top-five-facts https://lovematters.in/hi/news/how-can-i-please-my-wife-bed Yadi aap is mudde par humse aur gehri charcha mein judna chahte hain toh hamare disccsion board “Just Poocho” mein zaroor shamil hon! https://lovematters.in/en/forum
Bete masik dharm ke duran halka durd hona common hai lekin bete! lekin yeh durd samanya se jyada nahi hona chahiye. Aap kisi vishagya ya achche panjikrit doctor se mililye. https://lovematters.in/hi/resource/menstrual-cycle
Add new comment

Comment

  • Allowed HTML tags: <a href hreflang>