Period pains
© Love Matters | Rita Lino

Period pains

You may not feel so good when you get your period, or right before your period. If this is not you, count yourself lucky!

Stomach aches and a bad mood

Sometimes you may feel tired, grumpy, or sad right before your period. This is pretty common.  Most of it's related to the changes in your hormones levels.

What can you do when you’ve got period pains?

The best thing to do is look after yourself.

Here are some suggestions:

For stomach aches
Use a hot water bottle/bag on your stomach to ease the cramps
Take a paracetamol or aspirin

For a headache
Take a paracetamol or aspirin

For bloating or swelling
Cut down the amount of salt you eat for a few days before your period.

For tiredness
Take vitamin supplements that include Calcium (drink milk)
Have plenty of rest and try to get eight hours of sleep

For moodiness
Exercising regularly for up to 30 minutes a day helps maintain a happy outlook on life

For food cravings like chocolate
Eat dark chocolate, yoghurt, or drink milk

If you've got extreme pain, and these suggestions don't help or you have problems like irregular cycles or excessive blood flow, contact your nearest health care provider for more guidance.

Did you find this useful?

Comments
Bete periods ke samye halka durd hona samnaya hai lekin yeh durd samanya se jyada nahi hona chahiye. Aap kisi vishagya ya achche panjikrit doctor se mililye. https://lovematters.in/hi/resource/menstrual-cycle
Yeh hona toh bohot hee common hai bete! Lekin yadi aap is baat se chintit hai ki isse pregnancy mein koi samsya ayegi toh relax bete kyunki pregnancy ke liye ek shukranu bhee bohot kaafi ho sakta hai. http://lovematters.in/hi/resource/fertility
Acha suno bete periods ke samye halka durd hona samnaya hai lekin yeh durd samanya se jyada nahi hona chahiye. Aap kisi vishagya ya achche panjikrit doctor se mililye. https://lovematters.in/hi/resource/menstrual-cycle
Chutkara paane ka ek hee tareeka hai- apne aap yeh karna rok lo... iski koi dawa nahin. Wasie toh hastmaithun apne aap mein koi problem nahin karta yadi chodna hee hai toh iske baare mein sochna band karo... Lekin jaise kaha, aadat choot jaye toh theek , na ruke , toh bhi koi baat nahin. Yeh ek safe /surakshit tareeka hai apni santushti karne ka. Isse koi nuksaan ya beemari nahin hoti. Yadi chahein toh bahut see activities hain, jaise ki khel – games, gym ya koi hobbies…ok? http://lovematters.in/hi/resource/men-masturbating
Hmm! aisa kyun ho raha hai? kya aap koi aisi activity kar rahe hain jo ki unhe pasand nahi aa rahi hai? Sabse zaroori hoga ki aap unse pyar aur vishawas ke saath iski vajeh poochein, bina jhagda, bina aalochna. Tab hee aap anumaan laga saktey hain, hain na? Yeh bhi yaad rakhiye, ki sex mein HAAN karna ya NAA, yeh bhi unka haq hai, unka nirnay… so yadi who Na kartee hain, so ek baat to tay hi ki koi bhi zor ya zabardasti bilkul allow nahin ha, samjhe beta jee?! https://lovematters.in/en/news/my-wife-not-interested-sex zara yeh bhi padhiye : http://lovematters.in/hi/resource/making-love https://lovematters.in/hi/news/how-can-i-please-my-wife-bed
Periods ke duran sex mein koi dikatt nahi jab tak dono partners ki isse karne mein barabar ki marzi shamil ho Lekin yaad rakhiye is duran condom ka istemal anivarya hai taaki kisi bhi sankarman se bachha ja sake. Yeh bhi padh lijiye: https://lovematters.in/hi/resource/faqs-period https://lovematters.in/hi/news/sex-during-my-period-do-i-need-contraception
Ohhh! Ab kya sthithi hai? Bete aap please bilkul relaxed raho. Koi jaldi nahin hai bilkul… just relax and take it slow. Apne partner ko bhi yeh salaah deejiye, Slow down. Yeh link padh leejiye : http://lovematters.in/hi/resource/ways-make-love Aur yoni bahut choti hoti hai aur lacheele bhi. So Jald baazi mat keejiye, phele finger se try keejiye, koi lubrication use keejye… Lekin apko bahut hee relaxed rehana hai aur unko bhi is dauran bahut hee support karna hai. Poora ling ek hee baar andar jaaye yeh bilkul zaroori nahin, aur na hee iski rai dee jaati hai. iske barre mein yeh padhiye http://lovematters.in/hi/news/first-time-sex-top-five-facts Yadi sex dono pyaar ke saathiyoun ke beech ho, surakshit yaani bina koi zore zabardasti ke ho, so bahut hee achcha.
Bete Viduut peridos ki shuruat ko Hindi mein mahavari aur English mein menstrual cycle kehte hain. Aur iske khatam hone ko Hindi mein rajonirvati English mein menopause kehte hain. Is bare mein samjhne ke liye sab kuch hamari website par diya gaya hai woh aap yaha hee padh lijiye: https://lovematters.in/hi/news/young-sexy-and-menopausal https://lovematters.in/hi/resource/starting-your-periods Yadi aap is mudde par humse aur gehri charcha mein judna chahte hain toh hamare disccsion board “Just Poocho” mein zaroor shamil hon! https://lovematters.in/en/forum
Hastmaithun ek safe /surakshit tareeka hai apni santushti karne ka. Isse koi nuksaan ya beemari nahin hoti. Yadi chahein toh bahut see activities hain, jaise ki khel – games, gym ya koi hobbies…ok? http://lovematters.in/hi/resource/men-masturbating
Bete Anshu Actually yeh poori tareh se na, ladki kee mahavari pe depend hota hai, yadi who bilkul nirdharit hai ya nahin jiski vajeh se bahut hee risk ka kaam bhi hai. Yadi aap bina kisi protection key ya bina surakhsha ke sex ki soch rahe hai toh shayad aap un dino ki baat kar rahe hain jin mein bachcha rukna mushkil hai. Yeh ho toh sakta hai lekin yeh poori terh se surakshit nahin mana jaata hai. yadi aap pregnancy ke risk se bachna chatay hai to kisi aur tarikay kay mukabley Condom ka istemal hi easy aur safe tarika hai http://lovematters.in/hi/resource/safe-sex http://lovematters.in/hi/resource/fertility
Bete periods ke samye halka durd hona samnaya hai lekin yeh durd samanya se jyada nahi hona chahiye. Aap kisi vishagya ya achche panjikrit doctor se mililye. https://lovematters.in/hi/resource/menstrual-cycle
Ohhh! Hmmm bete aap FPAI clinic se sampark kar sakety hai jiski jaankari aaapko iski website pe mil jayegi . Iske illava ,Phoren kisi vishagya ya achche panjikrit doctor se mililye. All the best http://www.fpaindia.org/
Bete periods ke samye halka durd hona samnaya hai lekin yeh durd samanya se jyada nahi hona chahiye. Aap kisi vishagya ya achche panjikrit doctor se mililye. https://lovematters.in/hi/resource/menstrual-cycle
Periods ke duran sex mein koi dikatt nahi jab tak dono partners ki isse karne mein barabar ki marzi shamil ho Lekin yaad rakhiye is duran condom ka istemal anivarya hai taaki kisi bhi sankarman se bachha ja sake. Yeh bhi padh lijiye: https://lovematters.in/hi/resource/faqs-period https://lovematters.in/hi/news/sex-during-my-period-do-i-need-contraception
Periods ke samye halka durd hona samnaya hai lekin yeh durd samanya se jyada nahi hona chahiye. Aap kisi vishagya ya achche panjikrit doctor se mililye. https://lovematters.in/hi/resource/menstrual-cycle
Bete periods ke samye halka durd hona samnaya hai lekin yeh durd samanya se jyada nahi hona chahiye. Aap kisi vishagya ya achche panjikrit doctor se mililye. https://lovematters.in/hi/resource/menstrual-cycle
Problem toh kuch nahi hogi, haan lekin unka period cycle ab change ho jayega. Jisse woh kabhi bhee unsafe sex se pregnant ho sakti hain isliye safe sex ka idea hee use karein. All the best.https://lovematters.in/hi/resource/safe-sex
Beta jaldi hone se koi baat nahin, dont worry. So sabse pehle toh apni partner ki body ko samjh lo- usko time de do. Aur yadi shareer menin uttejna adhik hogi, sex ki bhavna zyada hogi toh sheeghr patan hone ki sambhavna bhi adhik hee hogee. aisee stithi mein, partner par focus badhana, foreplay , yaani bête ki pravesh karne se pehle bahut se alag alag kriyaein karna , jinse dono ko aanand mile, apne partner kee uttejna badhana, yeh sab activitys sabse zaroori hain. iske ilava, partner ke saath sex karne se pehle, ek baar hast maithun kar saktey hain, utne samay pehele jitne mein ling mein tanaav aa jaaye. Condom ka istemaal bhi jaldi discharge mein help karta hai. http://lovematters.in/hi/news/premature-ejaculation-top-five-facts
Hmmm! ek do din idhar udhar hona is quite common. Lekin Kya aap logo ne koi unsafe sex kiya tha? Yadi haan toh After 10 days aap ek home test kar saktey hain. Morning urine sample is much better for this. Ok? http://lovematters.in/hi/resource/safe-sex http://lovematters.in/hi/resource/fertility
Doctor ke pass jane mein kesi majburi hai bete? Acha suno periods ke samye halka durd hona samnaya hai lekin yeh durd samanya se jyada nahi hona chahiye. Aap kisi vishagya ya achche panjikrit doctor se mililye. https://lovematters.in/hi/resource/menstrual-cycle
Hmmmm acha suno bête yoni safed pani jana bohot common hai par yadi yeh safed paani kisi aur rang mein hai ya badbudar hai ya isye guptango mein khujli hai ya jesa ki aap bata rahi hai ki kamzori mehsus ho rahi hai toh bina samaye gawaye doctor se mill ljiye.
Hmmm! Ab kya sthithi hai? Sabse pehle suno yeh ek bohot badi mithya hai ki sperm bahar nikalne se garbhdharn nahi hota hai kyunk pregnant hone ke liye ek shukranu bhi bohot kaafi hota hai. Zara yeh padhiye: https://lovematters.in/hi/news/10-most-common-contraception-myths Ab ek home test kar saktey hain. Morning urine sample is much better for this. Ok? http://lovematters.in/hi/resource/safe-sex http://lovematters.in/hi/resource/fertility
Just relax Gulshan bete isye swapandosh ya nightfall kehte hain jo ki bohot common hai yeh koi bimaari nahi jiska ilaaz mojjud , isye aapko koi nuksan nahi hoga, baaki aap yaha padh lo : https://lovematters.in/en/news/wet-dreams-top-five-facts
Hmmm! Bete hum umeed karte hain ki aap yeh sabhi medicines and checkups kisi panjikrit doctor ya visheshagya se le rahi hain. Agar aisa hai toh relax hokar woh jo bhee salah de rahe hain usse follow kijiye. All the best. https://lovematters.in/hi/resource/menstrual-cycle Yadi aap is mudde par humse aur gehri charcha mein judna chahte hain toh hamare disccsion board “Just Poocho” mein zaroor shamil hon! https://lovematters.in/en/forum
Hmm! Kya aap log is bare mein abhee tak kisi doctor se milein hain? yadi durd samanya se jyada nahi hona chahiye. Aap kisi vishagya ya achche panjikrit doctor se mililye. https://lovematters.in/hi/resource/menstrual-cycle
Suno Yeh ho sakta hai ki wahan ke muscles thode khul jaaye, jo ki bada hone ka ehsaas deyta hai. yeh uamr ke saath bhi ho sakta hai, sirf sex se ho yeh zaroori nahin. Ab isko aap ek aur nazar se bhi dekh sakety hain aur who yeh hai ki woh yeh bhi keh saktee hai ki apka size unko chota lagta hai, so kya who kuch kar saktey hain? Nahin na? So yeh baat ka kya phayda? Apni sex life mein variety laaiye, aur dono ko sex mein aanand mile who hee achcha sex hai. http://lovematters.in/hi/resource/making-love https://lovematters.in/hi/news/how-can-i-please-my-wife-bed Aur haan breast hamare body ke size ke anusaar hi hote hai. aur rahi baat inhe badhane ki toh yeh toh possible nahi hai. Phir bhi yadi aap chahe toh kuch exercise online dekh lijiye. Saath hee yeh bhi padh leejiye: https://lovematters.in/hi/resource/breasts
Hmmm! Dekho Shital bete Periods ke shuruat mein inska aneemit hona swabhivik hai lekin baad mein yeh takreeban 28 se 34 dino ke antral pe hoti hai, jo ki har mahila ke liye alag alag hota hai. Ok?. https://lovematters.in/hi/resource/menstrual-cycle Lekin jo aap bata rahe hain iske liye Phoren kisi vishagya ya achche panjikrit doctor se mililye https://lovematters.in/hi/resource/menstrual-cycle
Hmmm! Bete halanki periods ke samye halka durd hona samnaya hai lekin yeh durd samanya se jyada nahi hona chahiye. Aur jesa ki aap bat arahi hain toh aisi sthithi mein Aap kisi vishagya ya achche panjikrit doctor se mililye. https://lovematters.in/hi/resource/menstrual-cycle
Hmmm! Bete Jyotsna periods ke samye halka durd hona ya jesa ki aap bata rahei hain samnaya hai lekin yeh durd samanya se jyada nahi hona chahiye. Aap kisi vishagya ya achche panjikrit doctor se mililye. https://lovematters.in/hi/resource/menstrual-cycle
Hmmm! Bete Zishan aap please FPAI clinic se sampark kar sakety hai jiski jaankari aaapko iski website pe mil jayegi . Iske illava ,Phoren kisi vishagya ya achche panjikrit doctor se mililye. All the best http://www.fpaindia.org/
Bete Gudiya aisa kab se ho raha hai? Bete Periods ke shuruat mein inska aneemit hona swabhivik hai lekin baad mein yeh takreeban 28 se 34 dino ke antral pe hoti hai, jo ki har mahila ke liye alag alag hota hai. Ok?. https://lovematters.in/hi/resource/menstrual-cycle
Suniye periods huay hain toh ismein pregnancy ke chances na ke barabr hain. Lekin aagye se dhyaan mein rakhiye ki chahye ling ka Sirf thode se samay ke liye yoni mein pravesh hua hao, bina condom ke wo unsafe hai kyunki pregnant hone ke liey ek shuranu bhi kaafi hota hai.yadi aap pregnancy ke risk se bachna chatay hai to kisi aur tarikay kay mukabley Condom ka istemal hi easy aur safe tarika hai http://lovematters.in/hi/resource/safe-sex http://lovematters.in/hi/resource/fertility
Nahi iska hasthmethun se koi talluk nahi hai kyunki yadi shareer menin uttejna adhik hogi, sex ki bhavna zyada hogi toh sheeghr patan hone ki sambhavna bhi adhik hee hogee. aisee stithi mein, partner par focus badhana, foreplay , yaani bête ki pravesh karne se pehle bahut se alag alag kriyaein karna , jinse dono ko aanand mile, apne partner kee uttejna badhana, yeh sab activitys sabse zaroori hain. iske ilava, partner ke saath sex karne se pehle, ek baar hast maithun kar saktey hain, utne samay pehele jitne mein ling mein tanaav aa jaaye. Condom ka istemaal bhi jaldi discharge mein help karta hai. http://lovematters.in/hi/news/premature-ejaculation-top-five-facts http://lovematters.in/hi/resource/men-masturbating
Yes yoni bahut choti hoti hai aur lacheele bhi. So Jald baazi mat keejiye, phele finger se try keejiye, koi lubrication use keejye… Lekin apki partner ko bahut hee relaxed rehana hai aur apko bhi is dauran bahut hee support karna hai. Poora ling ek hee baar andar jaaye yeh bilkul zaroori nahin, aur na hee iski rai dee jaati hai. iske barre mein yeh padhiye http://lovematters.in/hi/news/first-time-sex-top-five-facts Yadi sex dono pyaar ke saathiyoun ke beech ho, surakshit yaani bina koi zore zabardasti ke ho, so bahut hee achcha. https://lovematters.in/hi/news/how-can-i-please-my-wife-bed http://lovematters.in/hi/resource/ways-make-love
Bete periods ke samye halka durd hona samnaya hai lekin yeh durd samanya se jyada nahi hona chahiye. Aap kisi vishagya ya achche panjikrit doctor se mililye. https://lovematters.in/hi/resource/menstrual-cycle Yadi aap is mudde par humse aur gehri charcha mein judna chahte hain toh hamare discussion board “Just Poocho” mein zaroor shamil hon! https://lovematters.in/en/forum
Bete periods ke samye halka durd hona samnaya hai lekin yeh durd samanya se jyada nahi hona chahiye. Aap kisi vishagya ya achche panjikrit doctor se mililye. https://lovematters.in/hi/resource/menstrual-cycle Yadi aap is mudde par humse aur gehri charcha mein judna chahte hain toh hamare discussion board “Just Poocho” mein zaroor shamil hon! https://lovematters.in/en/forum
Hi I have lot of bleeding in my period and lot of clots are also discharged which I am sure is not a good symptom. Can you please suggest what should I do.
hello aunty ji... meri age 21 h... and mujhe period time bhot hi jyada pain hoti h.. jo mujhse sehn nhi hoti h... or sirf 2din hi aate hai... plzz kuch solution btaiye... esa kyu hota h...
Add new comment

Comment

  • Allowed HTML tags: <a href hreflang>