menstruation myths
© Love Matters

Menstruation myths

The five most common myths about your period debunked. 1. Menstrual blood is dirty. 2. You lose lots of blood. 3. You're definitely pregnant if you miss a period. 4. It's unhealthy to have sex during your period. 5. You can't get pregnant if you've got your period.
  • Getting your period means that roughly once a month, blood runs out of the vagina. This lasts for about four to seven days.
  • Most girls begin menstruating some time between the ages of 11 and 16. Your period can be delayed because of stress, regular heavy exercise, or illness.

Myth 1 - Menstrual blood is dirty

So having your period means that you’re unclean.

Fact
The menstrual blood you see leaving your body is normal. It's coming from your uterus lining, as it sheds.

Getting your period is part of a bigger process that gets your body ready for pregnancy - not your body rejecting 'bad blood' or 'impurities'. There’s nothing dirty about menstruation.

So there is no medical reason why you can’t go to school, religious ceremonies, or exercise. In fact, getting your period regularly is a sign that you’re a healthy young person.

Myth 2 – You lose a lot of blood

Fact
It may feel and look like a lot, but usually it's not.

Most women lose between two and six tablespoons of blood each time they get their period. The rest of what you see is shedding from other tissues that make up your uterus lining.

Myth 3 – You're pregnant if you miss a period

Fact
It usually takes teenagers a few years before their periods come regularly. So missing your period could be normal. It doesn’t necessarily mean you’re pregnant.

Of course if you've had unprotected sex and you don't get your period, you could be pregnant. Then it's a good idea to do a pregnancy test.

Myth 4 – It's unhealthy to have sex during your period

Fact
There’s no medical reason that having sex during your period should be bad for your health. Of course, you can still get a sexually transmitted disease if you have unprotected sex during your period.

Myth 5 – You can’t get pregnant if you've got your period

Fact
True, it’s less likely that you'll get pregnant if you have sex when you've got your period. But it doesn’t guarantee it. Menstruating is a sign that your uterus lining is shedding, but it doesn't definitely mean there's not an egg ready and waiting for the sperm.

Did you find this useful?

Comments
Bete Riya Periods ke shuruat mein inska aneemit hona swabhivik hai lekin baad mein yeh takreeban 28 se 34 dino ke antral pe hoti hai, jo ki har mahila ke liye alag alag hota hai. Ok?. https://lovematters.in/hi/resource/menstrual-cycle Lekin mein aapko salah dungi ki aap ek visheshagya se sampark kijiye.
Yadd rakhiye chahye ling ka Sirf thode se samay ke liye yoni mein pravesh hua hao, bina condom ke wo unsafe hai kyunki pregnant hone ke liey ek shuranu bhi kaafi hota hai. jaldi se ek home pregnancy test lo ya Phoren kisi vishagya ya achche panjikrit doctor se milo, aur dekho kya ho sakta hai. Madad ke liye Yeh bhi padho:http://lovematters.in/hi/resource/unplanned-pregnancy
Beta, kya isse pehle koi unsafe sex kiya tha? Aur kya koi emergency pill li thi? Isse maashik dharam par asar padh sakta hai. Aur agar essa nahi hai toh, yeh hona common baat nahi hai, iske liye jaldi se panjikrit doctor se mil lijiye aur iska kaaran jaan lijiye. Aap iss baare mein humse vristaar mein charcha humare discussion board "just poocho" par humse kar sakte hai. https://lovematters.in/hi/forum
Hmmm! Kya aap is bare mein abhi tak kisi doctor se millein hai? Ek visheshagya ya achchhe panjikrit doctor se consult kijiye. Aur jaldi pregnancy ke tips yaha pahdiye: https://lovematters.in/hi/resource/tips https://lovematters.in/en/news/getting-pregnant-dos-and-donts Yadi aap is mudde par humse aur gehri charcha mein judna chahte hain toh hamare discussion board “Just Poocho” mein zaroor shamil hon! https://lovematters.in/en/forum
Aunti mujhe ye janana h ki mc ke time pooja kab tak nhi karani chahiye ..kya jaruri h ki 5-6 dinjab tak mc chalu rahata h tab tak pooja na kiya jay aur na hi kisi mandir me ja sakate h pure one week tak ...plz mujhe isake bare me bataye..
swati,ye kewal ek myth hai ki mc k douran pooja na karo.aap khud socho ki jab bhrshtachar karke ,bade se bada apradh karke bhi koi pooja kar sakta hai to mc to ek sharirik prkriya hai. bas saf safai ka vishesh dhyan rakhna chahiye aor kuchh nahi.
Shadi ko 2 mnths ho gye hai.. Or mere period phle 40-50 days ke gap mai hote the... Lkn last 4 mnths se tym pr ho rhe the.... Jbki iss baar kaala ganda Sa khoon aa rha hai vo b dust ke sath.... Iss problem ko 3 days ho chuke hai.. Or hm pre caution use b krte hai.... Plz help me ki ye kya problem ho skti h
Relax Rashi Beta! Ghabraye mat, Aap sabse pehele ek panjikrit doctor k pass jayen aur unse salah le. Woh hi apko sahi salah de sakte hain. Phir age unke hisab se hi badhein. Yadi aap is mudde par humse aur gehri charcha mein judna chahte hain toh hamare discussion board “Just Poocho” mein zaroor shamil hon! https://lovematters.in/en/forum
hii mam i am riya
Sun, 05/07/2017 - 11:10
M ye janana h ki jb koi girl periods ke tym pr sex krre to kya vo pregnant ho skti hai nd agr ho skti h to firuske symptoms kya h
Period ke DAURAAN? Tab toh pregnant hone ka chance na ke barabar hai beta.Phir bhi kisi bhi risk ya sankraman se bachne ke liye condom ka istemaal anivarya hai. https://lovematters.in/hi/resource/faqs-period https://lovematters.in/hi/news/sex-during-my-period-do-i-need-contraception Yadi aap is mudde par humse aur gehri charcha mein judna chahte hain toh hamare discussion board “Just Poocho” mein zaroor shamil hon! https://lovematters.in/en/forum
Anjali bete! Toh apne abhi tak doctor se sampark kyun nahi kiya? Bina dare doctor se sampark kijiye. Aur jo apka darr hai ki koi problem ho sakti hai, toh uska solution bhi zarur mojjud hoga bete. Okay jaldi ek doctor se milliye! Take care.
Abhi toh kewal six month huye hain bête itni kya jaldi hai? Abhi ek dusre ko samjhiye abhi toh zindgi ki shuruat hai bête. Zara yeh padhiye: http://lovematters.in/hi/resource/getting-pregnant Phir bhi jaldi pregnant hone ke tips yaha padhiye: http://lovematters.in/hi/resource/tips
Hmmm! ab kya sthithi hai? Suniye safe sex ke liey condom ka istemal kiya jaata hai naa ki emergency pills ka bête, yaha padho zara: http://lovematters.in/hi/resource/safe-sex yeh emergency goli hai aur yeh mahila ke masik dharm par asar kar saktee hai.. PLEASE in goliyoun ko laparvahi se istemaal mat keejiye. Ab jaldi kisi vishagya ya achche panjikrit doctor se milo aur dekho kya ho sakta hai.
Hmmm! Bete kya aapne is beech koi unsafe sex kiya tha? toh behtar hoga ki ek home pregnancy test liya jaye. Aur yadi nahi toh beta… period late bhi ho jaatye hain.. so sabse better yeh hoga ki aap kuch roz dekh leejiye aur phir phoren ek doctor ko mill leejiye. Theek hai beta?
Yeh swasth nahi hai bete! is bare mein aap FPAI clinic se sampark kar sakety hai jiski jaankari aaapko iski website pe mil jayegi . Iske illava ,Phoren kisi vishagya ya achche panjikrit doctor se mililye. All the best http://www.fpaindia.org/
Bete Reeta yeh changes hote kitna samye hua hai kyunki bete Periods ke shuruat mein inska aneemit hona swabhivik hai lekin baad mein yeh takreeban 28 se 34 dino ke antral pe hoti hai, jo ki har mahila ke liye alag alag hota hai. Ok?. https://lovematters.in/hi/resource/menstrual-cycle
Bete apko periods hote kitna smaye hua hai? Bete Periods ke shuruat mein inska aneemit hona swabhivik hai lekin baad mein yeh takreeban 28 se 34 dino ke antral pe hoti hai, jo ki har mahila ke liye alag alag hota hai. Ok?. Saath hee aap ek visheshgya ya panjikrit doctor se bhee mill lijiye. https://lovematters.in/hi/resource/menstrual-cycle
Bete Kalindi! Aap FPAI clinic se sampark kar sakety hai jiski jaankari aaapko iski website pe mil jayegi . Iske illava ,Ya kisi vishagya ya achche panjikrit doctor se mililye. All the best http://www.fpaindia.org/
Yadi yeh unsafe sex tha toh yes ismein pregnancy ke chances ho skate hain. After 10 days aap ek home test kar saktey hain. Morning urine sample is much better for this. Ok? http://lovematters.in/hi/resource/safe-sex http://lovematters.in/hi/resource/fertility
Matlab bete? Kya aap unsafe sex ke baad ki sthithi ki baat kar rahe ho? zara apna sawal vistar se pucho tab tak yeh padh lo: https://lovematters.in/hi/resource/menstrual-cycle http://lovematters.in/hi/resource/fertility
Hmmm! So iske liye aap FPAI clinic se sampark kar sakety hai jiski jaankari aaapko iski website pe mil jayegi . Iske illava ,Phoren kisi vishagya ya achche panjikrit doctor se mililye. All the best http://www.fpaindia.org/
Yeh swasth nahi hai Pinki iske liye jaldi hee aap FPAI clinic se sampark kar sakety hai jiski jaankari aaapko iski website pe mil jayegi . Iske illava ,Phoren kisi vishagya ya achche panjikrit doctor se mililye. All the best http://www.fpaindia.org/
Dekho bête Subham yeh keh pana Ki kaun kab aur kiss din garb dharan kar leyga ya falana din mein koi garbh dharn kar leta hai zara mushkil hai kyunki yeh Har kisi ke liye alag hai. is baaray mein aur jyada detail mein yah padhiye saath hi jaldi pregnancy ke tips bhi yaha padh lijiye: http://lovematters.in/hi/resource/tips http://lovematters.in/hi/resource/pregnancy
Beta essa hona bilkul common baat nahi hai. Iske liye aap jaldi ek panjikrit doctor se mil lena uchit nirnay hoga. Aap iss baare mein humse vristaar mein charcha humare discussion board "just poocho" par humse kar sakte hai. https://lovematters.in/hi/forum
Umm! Yadi unsafe sex ke baad bhi periods ho rahe hai toh isme pregnancy ke chances naa ke barabar hai lekin yaad rakhiye Safe sex ke liye condom ka istemaal kiya jaata hai naa ki emergency pills ka bete, yaha padho zara: https://lovematters.in/hi/resource/safe-sex Aap iss baare mein humse vristaar mein charcha humare discussion board "just poocho" par humse kar sakte hai. https://lovematters.in/hi/forum
Bete Namrata, Ho sakta hai ki iska reason hormonal change ho lekin wajah jo bhee ho please ek panjirkrit doctor se mill lijiye. Yadi aap is mudde par humse aur gehri charcha mein judna chahte hain toh hamare disccsion board “Just Poocho” mein zaroor shamil hon! https://lovematters.in/hi/forum
Beta humme aapka sawaal ache se samajh nahi aaya. Aap please humme dubara apna sawaal likhe. Aap iss baare mein humse vristaar mein charcha humare discussion board "just poocho" par humse kar sakte hai. https://lovematters.in/hi/forum
Bete sajana please jaldi se ek home pregnancy test le lijiye ya uchit hoga ki ek panjikrit doctor se mill lijiye. Yadi aap is mudde par humse aur gehri charcha mein judna chahte hain toh hamare disccsion board “Just Poocho” mein zaroor shamil hon! https://lovematters.in/hi/forum Take care!
Beta essi stithi mein toh jaldi hi ek panjikrit doctor se mil lena uchit nirnay hoga. Aap iss baare mein humse vristaar mein charcha humare discussion board "just poocho" par humse kar sakte hai. https://lovematters.in/hi/forum
Beta essi stithi mein toh jaldi hi ek panjikrit doctor se mil lena uchit nirnay hoga. Aap iss baare mein humse vristaar mein charcha humare discussion board "just poocho" par humse kar sakte hai. https://lovematters.in/hi/forum
Bete Amarjeet please ek panjikrit doctor se mill lijiye. Yadi aap is mudde par humse aur gehri charcha mein judna chahte hain toh hamare disccsion board “Just Poocho” mein zaroor shamil hon! https://lovematters.in/hi/forum
Beta, iss stithi mein toh aapka ek panjikrit doctor se mil lena hi uchit nirnay hoga. Best of Luck beta. Aap iss baare mein humse vristaar mein charcha humare discussion board "just poocho" par humse kar sakte hai. https://lovematters.in/hi/forum
Beta, aap ek baar ek panjikrit doctor se milkar pregnancy test kara lijiye aur sure hojaiye, Aap iss baare mein humse vristaar mein charcha humare discussion board "just poocho" par humse kar sakte hai. https://lovematters.in/hi/forum
Bete Chhavi arya, Please aap ek panjirkit doctor se mill lijiye. Yadi aap is mudde par humse aur gehri charcha mein judna chahte hain toh hamare disccsion board “Just Poocho” mein zaroor shamil hon! https://lovematters.in/hi/forum
Add new comment

Comment

  • Allowed HTML tags: <a href hreflang>