menstruation myths
© Love Matters

Menstruation myths

The five most common myths about your period debunked. 1. Menstrual blood is dirty. 2. You lose lots of blood. 3. You're definitely pregnant if you miss a period. 4. It's unhealthy to have sex during your period. 5. You can't get pregnant if you've got your period.
  • Getting your period means that roughly once a month, blood runs out of the vagina. This lasts for about four to seven days.
  • Most girls begin menstruating some time between the ages of 11 and 16. Your period can be delayed because of stress, regular heavy exercise, or illness.

Myth 1 - Menstrual blood is dirty

So having your period means that you’re unclean.

Fact
The menstrual blood you see leaving your body is normal. It's coming from your uterus lining, as it sheds.

Getting your period is part of a bigger process that gets your body ready for pregnancy - not your body rejecting 'bad blood' or 'impurities'. There’s nothing dirty about menstruation.

So there is no medical reason why you can’t go to school, religious ceremonies, or exercise. In fact, getting your period regularly is a sign that you’re a healthy young person.

Myth 2 – You lose a lot of blood

Fact
It may feel and look like a lot, but usually it's not.

Most women lose between two and six tablespoons of blood each time they get their period. The rest of what you see is shedding from other tissues that make up your uterus lining.

Myth 3 – You're pregnant if you miss a period

Fact
It usually takes teenagers a few years before their periods come regularly. So missing your period could be normal. It doesn’t necessarily mean you’re pregnant.

Of course if you've had unprotected sex and you don't get your period, you could be pregnant. Then it's a good idea to do a pregnancy test.

Myth 4 – It's unhealthy to have sex during your period

Fact
There’s no medical reason that having sex during your period should be bad for your health. Of course, you can still get a sexually transmitted disease if you have unprotected sex during your period.

Myth 5 – You can’t get pregnant if you've got your period

Fact
True, it’s less likely that you'll get pregnant if you have sex when you've got your period. But it doesn’t guarantee it. Menstruating is a sign that your uterus lining is shedding, but it doesn't definitely mean there's not an egg ready and waiting for the sperm.

Did you find this useful?

Comments
Yadd rakhiye chahye ling ka Sirf thode se samay ke liye yoni mein pravesh hua hao, bina condom ke wo unsafe hai kyunki pregnant hone ke liey ek shuranu bhi kaafi hota hai. jaldi se ek home pregnancy test lo ya Phoren kisi vishagya ya achche panjikrit doctor se milo, aur dekho kya ho sakta hai. Madad ke liye Yeh bhi padho:http://lovematters.in/hi/resource/unplanned-pregnancy
Beta, kya isse pehle koi unsafe sex kiya tha? Aur kya koi emergency pill li thi? Isse maashik dharam par asar padh sakta hai. Aur agar essa nahi hai toh, yeh hona common baat nahi hai, iske liye jaldi se panjikrit doctor se mil lijiye aur iska kaaran jaan lijiye. Aap iss baare mein humse vristaar mein charcha humare discussion board "just poocho" par humse kar sakte hai. https://lovematters.in/hi/forum
Hmmm! Kya aap is bare mein abhi tak kisi doctor se millein hai? Ek visheshagya ya achchhe panjikrit doctor se consult kijiye. Aur jaldi pregnancy ke tips yaha pahdiye: https://lovematters.in/hi/resource/tips https://lovematters.in/en/news/getting-pregnant-dos-and-donts Yadi aap is mudde par humse aur gehri charcha mein judna chahte hain toh hamare discussion board “Just Poocho” mein zaroor shamil hon! https://lovematters.in/en/forum
Aunti mujhe ye janana h ki mc ke time pooja kab tak nhi karani chahiye ..kya jaruri h ki 5-6 dinjab tak mc chalu rahata h tab tak pooja na kiya jay aur na hi kisi mandir me ja sakate h pure one week tak ...plz mujhe isake bare me bataye..
swati,ye kewal ek myth hai ki mc k douran pooja na karo.aap khud socho ki jab bhrshtachar karke ,bade se bada apradh karke bhi koi pooja kar sakta hai to mc to ek sharirik prkriya hai. bas saf safai ka vishesh dhyan rakhna chahiye aor kuchh nahi.
Shadi ko 2 mnths ho gye hai.. Or mere period phle 40-50 days ke gap mai hote the... Lkn last 4 mnths se tym pr ho rhe the.... Jbki iss baar kaala ganda Sa khoon aa rha hai vo b dust ke sath.... Iss problem ko 3 days ho chuke hai.. Or hm pre caution use b krte hai.... Plz help me ki ye kya problem ho skti h
Relax Rashi Beta! Ghabraye mat, Aap sabse pehele ek panjikrit doctor k pass jayen aur unse salah le. Woh hi apko sahi salah de sakte hain. Phir age unke hisab se hi badhein. Yadi aap is mudde par humse aur gehri charcha mein judna chahte hain toh hamare discussion board “Just Poocho” mein zaroor shamil hon! https://lovematters.in/en/forum
hii mam i am riya
Sun, 05/07/2017 - 11:10
M ye janana h ki jb koi girl periods ke tym pr sex krre to kya vo pregnant ho skti hai nd agr ho skti h to firuske symptoms kya h
Period ke DAURAAN? Tab toh pregnant hone ka chance na ke barabar hai beta.Phir bhi kisi bhi risk ya sankraman se bachne ke liye condom ka istemaal anivarya hai. https://lovematters.in/hi/resource/faqs-period https://lovematters.in/hi/news/sex-during-my-period-do-i-need-contraception Yadi aap is mudde par humse aur gehri charcha mein judna chahte hain toh hamare discussion board “Just Poocho” mein zaroor shamil hon! https://lovematters.in/en/forum
Anjali bete! Toh apne abhi tak doctor se sampark kyun nahi kiya? Bina dare doctor se sampark kijiye. Aur jo apka darr hai ki koi problem ho sakti hai, toh uska solution bhi zarur mojjud hoga bete. Okay jaldi ek doctor se milliye! Take care.
Hmmm! ab kya sthithi hai? Suniye safe sex ke liey condom ka istemal kiya jaata hai naa ki emergency pills ka bête, yaha padho zara: http://lovematters.in/hi/resource/safe-sex yeh emergency goli hai aur yeh mahila ke masik dharm par asar kar saktee hai.. PLEASE in goliyoun ko laparvahi se istemaal mat keejiye. Ab jaldi kisi vishagya ya achche panjikrit doctor se milo aur dekho kya ho sakta hai.
Hmmm! Bete kya aapne is beech koi unsafe sex kiya tha? toh behtar hoga ki ek home pregnancy test liya jaye. Aur yadi nahi toh beta… period late bhi ho jaatye hain.. so sabse better yeh hoga ki aap kuch roz dekh leejiye aur phir phoren ek doctor ko mill leejiye. Theek hai beta?
Yeh swasth nahi hai bete! is bare mein aap FPAI clinic se sampark kar sakety hai jiski jaankari aaapko iski website pe mil jayegi . Iske illava ,Phoren kisi vishagya ya achche panjikrit doctor se mililye. All the best http://www.fpaindia.org/
Bete Kalindi! Aap FPAI clinic se sampark kar sakety hai jiski jaankari aaapko iski website pe mil jayegi . Iske illava ,Ya kisi vishagya ya achche panjikrit doctor se mililye. All the best http://www.fpaindia.org/
Hmmm! So iske liye aap FPAI clinic se sampark kar sakety hai jiski jaankari aaapko iski website pe mil jayegi . Iske illava ,Phoren kisi vishagya ya achche panjikrit doctor se mililye. All the best http://www.fpaindia.org/
Yeh swasth nahi hai Pinki iske liye jaldi hee aap FPAI clinic se sampark kar sakety hai jiski jaankari aaapko iski website pe mil jayegi . Iske illava ,Phoren kisi vishagya ya achche panjikrit doctor se mililye. All the best http://www.fpaindia.org/
Umm! Yadi unsafe sex ke baad bhi periods ho rahe hai toh isme pregnancy ke chances naa ke barabar hai lekin yaad rakhiye Safe sex ke liye condom ka istemaal kiya jaata hai naa ki emergency pills ka bete, yaha padho zara: https://lovematters.in/hi/resource/safe-sex Aap iss baare mein humse vristaar mein charcha humare discussion board "just poocho" par humse kar sakte hai. https://lovematters.in/hi/forum
Add new comment

Comment

  • Allowed HTML tags: <a href hreflang>