Unplanned pregnancy
© Love Matters | Rita Lino

अनचाहा गर्भधारण - अब क्या करें?

यदि आप अनचाहे गर्भवती हो जाती हैं तो आपको इस बात का फैसला करना होगा कि क्या करें। आपके सामने दो विकल्प मौजूद होते हैं: गर्भपात या बच्चे को जन्म देना।

आप जो भी फैसला करें, सोच-समझ कर करें। आपकी सहायता के लिए यहां कुछ सुझाव दिए जा रहे हैं।

सुझाव 1
अपने किसी विश्वासपात्र से इस बारे में बात करें। खासकर, किसी ऐसे वयस्क से, जो आपको सलाह और सहयोग दे सके, जैसे कि आपकी मां, मौसी, चाची या कोई मित्र।

सुझाव 2
’यदि आपको उचित और मुनासिब लगे तो अपने माता-पिता को बताएं कि आप गर्भवती हैं।

यदि आप घर में सबके साथ रहती हैं तो यह ज़रूरी है। यदि ज़रूरत पड़े तो उन्हें बताने के लिए किसी की मदद लें। वह परिवार का कोई दूसरा सदस्य या डाक्टर हो सकते हैं।

सुझाव 3
संभावनाओं के बारे में चर्चा करने के लिए डाक्टर के पास जाएं। यदि आप गर्भपात चाहें तो भी आप के पास अभी समय होगा।

आप क्या करना चाहती है?

ऽ क्या आप गर्भपात चाहती हैं?
यदि आप गर्भपात चाहती हैं तो अपने निवास स्थान के अनुसार आप गर्भपात के लिए क्लीनिक या चिकित्सालय जा सकती हैं। इस बारे में आपके डाक्टर सलाह दे सकते हैं।

ऽ क्या आप बच्चे को जन्म देना चाहती हैं?
हो सकता है कि आप बच्चे को जन्म देना चाहें। यदि आप की शादी नहीं हुई है या किसी स्थायी रिश्ते से नहीं बंधी हैं, तो क्या आप हालात का सामना कर पाएंगी?

आपके जीवन पर यह किस प्रकार असर डालेगा? आपकी शिक्षा पर? क्या आप को पर्याप्त सहयोग प्राप्त है- बच्चे के पिता की ओर से, या आपके परिवार से? क्या आपके पास गुज़ारे के लिए पर्याप्त धन है?

आप अपने बच्चे को किसी को गोद भी दे सकती हैं। फिर भी आपको काफी सोच-समझ कर फैसला करना होगा। आपको नहीं पता कि बच्चे को जन्म देने के बाद जब उसे किसी और को सौंपना होगा तब आपको कैसा लगेगा।

क्या आप इस जानकारी को उपयोगी पाते हैं?

Comments
Bina condom ke sex karna apne aap mein ek safe idea bilkul bhee nahi hai. Isse anchahe garbh ke saath kai youn rog hone kaa bhi khatra ho sakta hai. Aur agar ye test unsafe sex ke 10 din baad liye hai aur uss beech koi unsafe sex nahi hua toh aap iss test ko pakka maan sakte hai. https://lovematters.in/hi/resource/safe-sex Aap iss baare mein humse vristaar mein charcha humare discussion board "just poocho" par humse kar sakte hai. https://lovematters.in/hi/forum
Madam ji mai ne mere bf ke sath sex kiya tha period ke 3 din bad uska discharg baher ho Gaya tha kya..mc nahi ayi to maine deviry 10mg ke tablet li magar na ab tak mc ayi hai ..plzz mujhe koi suggest akare ki mai kya karu...abhi tak mere sath pura sex nahi huwa hai matlab meri sell nahi tuti hai
Jaise ki hum hamesha kete hai safe sex ke liye condom use kiya jaata hai. Aur essi stithi mein medical se salha lene ki vajay doctor ki salha leni zaruri hoti hai. Aur abhi stithi control mein nahi hai toh jaldi ek doctor se mil lijiye. Sure hone ke liye unprotected sex ke 10 din baad aap ek home test kar sakte hai. Saath hi kisi visheshagya ya ache panjikrit doctor se bhi mil lijiye. https://www.fpaindia.org/ https://lovematters.in/hi/resource/unplanned-pregnancy Kaumarya ka poora daromadaar hymen ya jhilli se juda hua hai. Yeh ek mythhai, yaad rakhiye ki yeh bahut hi asani se toot sakti hai, jese cycling, horse riding ya khel-kud ke duran. Aap iss baare mein humse vristaar mein charcha humare discussion board "just poocho" par humse kar sakte hai. https://lovematters.in/hi/forum
mam m or meri gf ghumne gye the or hmara koi plan nhi tha sex ka bs ghumne gye the to safty nhi le gye or rat ko ptq nbi kya hua hmne sex kr diya uska pani nikl gya or mera nhi or emergency pills bhi time pe nhi de paye 72 k bad hi di or mujhe dr h ki prangnt to nhi hogi wo 16+ ki h
Safe sex ke liye condom ka istemaal kiya jaata hai naa ki emergency pills ka bete, Yeh mahila ke masik dharam par asar kar sakti hai. In goliyoun ka laparvaahi se istemaal nahin hona chahiye.yaha padho zara: https://lovematters.in/hi/resource/safe-sex ECP ka istemaal sirf emergencys mein hona chaiye. Iske kai side effects ho sakte hai. Sure hone ke liye unprotected sex ke 10 din baad aap ek home test kar sakte hai. Saath hi kisi visheshagya ya ache panjikrit doctor se bhi mil lijiye. https://www.fpaindia.org/ https://lovematters.in/hi/resource/unplanned-pregnancy Suno 18 saal se kam umar ki mahila ke saath kiya gaya sex chahe wo uski marzi se hi kyun naa kiya gaya ho, RAPE ki category mein aata hai. Isliye essi baato ka vichar karne wale viyakti ko netik-anetik baton ka vichar karna chahiye samjhe? Aap iss baare mein humse vristaar mein charcha humare discussion board "just poocho" par humse kar sakte hai. https://lovematters.in/hi/forum
Actually yeh puri tareh se ladki ki mahavari par depend karta hai, yadi who bilkul nirdharit hai ya nahi jiski vajeh se yeh bahut hi risk ka kaam bhi hai. Yadi aap bina kisi protection ke yaa bina kisi suraksha ke sex ki soch rahe hai toh shayad aap unn dino ki baat kar rahe hain jin mein bacha rukna mushkil hai. Yeh ho toh sakta hai lekin yeh poori tareh se surakshit nahi maana jaata. Yadi aap pregnancy ke risk se bachna chahte hai to kisi aur tarike ke mukable condom ka istemal karna easy aur safe tarika hai. https://lovematters.in/hi/resource/safe-sex Aap iss baare mein humse vristaar mein charcha humare discussion board "just poocho" par humse kar sakte hai. https://lovematters.in/hi/forum
Mam mujhe 1 mant ki ppregnancy thi or maine m t p kit use kiye but mujhe 20 din se regular bleeding ho rhi h rhi ya kyu ho rha but jayda nhi halki halki ho rhi h mam kyu or pet pain bhi back mai bhi pain h mam plss rply me
Jaise ki hum hamesha kete hai safe sex ke liye condom use kiya jaata hai. Aur essi stithi mein medical se salha lene ki vajay doctor ki salha leni zaruri hoti hai. Ghar par abortion pill use karna uchit nahi hai isliye iski salha nahi di jaati hai,yeh ek bohot serious matter hai aur isliye isme ek doctor ki salha lena anivarye hai. Agar abhi bhi stithi control mein nahi hai jaldi kisi visheshagya ya ache panjikrit doctor se milo aur dekho kya ho sakta hai. Kisi bharosemand doctor ki rai leejiye aur kisi neem hakeen ya chemist ki baaton mein bilkul mat aa jaaiye, Iske alawa aap FPAI clinic se sampark kar sakte hai jiski jaankari aapko issi website pe mil jayegi. https://www.fpaindia.org/ https://lovematters.in/hi/resource/unplanned-pregnancy Aap iss baare mein humse vristaar mein charcha humare discussion board "just poocho" par humse kar sakte hai. https://lovematters.in/hi/forum
Ji haan bilkul! Yeh ek bohot badi mithya hai ki sperm bahar nikalne se garbhdharan nahi hota hai kyunk pregnant hone ke liye ek shukranu bhi kaafi hota hai. Isse bachne ke liye condom ka istemaal karna chahiye. Zara yeh padhiye: https://lovematters.in/hi/news/10-most-common-contraception-myths Sure hone ke liye unprotected sex ke 10 din baad aap ek home test kar sakte hai. Saath hi kisi visheshagya ya ache panjikrit doctor se bhi mil lijiye. https://www.fpaindia.org/ https://lovematters.in/hi/resource/unplanned-pregnancy https://lovematters.in/hi/resource/safe-sex Aap iss baare mein humse vristaar mein charcha humare discussion board "just poocho" par humse kar sakte hai. https://lovematters.in/hi/forum
mam ham apni gf ko Feb 2016 first week me sex kiya tha uske baad ushe three baar period bhi aa chuka hai par June month me uska periods 15 days late ho chuka hai.kya itne samaya antaral ke baad bhi pregnancy ke chance hai.jabki three times beech ke months me regular periods aaye the.please tell me mamm.
Nahi beta 3 months baad jabki periods aa chuke hai toh pregnancy ke chances nahi hote. Periods ka itna late hona bilkul theek nahi hai. Isliye aap ek panjikrit doctor se mil lijiye. Aap iss baare mein humse vristaar mein charcha humare discussion board "just poocho" par humse kar sakte hai. https://lovematters.in/hi/forum
Period ke DAURAAN? Tab toh pregnant hone ka chance naa ke barabar hota hai beta. Phir bhi kisi bhi risk ya sankraman se bachne ke liye condom ka istemaal anivaarya hai. https://lovematters.in/hi/resource/faqs-period https://lovematters.in/hi/news/sex-during-my-period-do-i-need-contraception Aap iss baare mein humse vristaar mein charcha humare discussion board "just poocho" par humse kar sakte hai. https://lovematters.in/hi/forum
Ji haan essa bilkul ho sakta hai, kyunki pregnant hone ke liye ek shukranu bhi kaafi hota hai. Sure hone ke liye unprotected sex ke 10 din baad aap ek home test kar sakte hai. Saath hi kisi visheshagya ya ache panjikrit doctor se bhi mil lijiye. Ji haan essa bilkul ho sakta hai, kyunki pregnant hone ke liye ek shukranu bhi kaafi hota hai. Sure hone ke liye unprotected sex ke 10 din baad aap ek home test kar sakte hai. Saath hi kisi visheshagya ya ache panjikrit doctor se bhi mil lijiye. https://www.fpaindia.org/ https://lovematters.in/hi/resource/unplanned-pregnancy Aap iss baare mein humse vristaar mein charcha humare discussion board "just poocho" par humse kar sakte hai. https://lovematters.in/hi/forum
Ji haan essa bilkul ho sakta hai, kyunki pregnant hone ke liye ek shukranu bhi kaafi hota hai. Sure hone ke liye unprotected sex ke 10 din baad aap ek home test kar sakte hai. Saath hi kisi visheshagya ya ache panjikrit doctor se bhi mil lijiye. https://www.fpaindia.org/ https://lovematters.in/hi/resource/unplanned-pregnancy https://lovematters.in/hi/resource/safe-sex Aap iss baare mein humse vristaar mein charcha humare discussion board "just poocho" par humse kar sakte hai. https://lovematters.in/hi/forum
Mem mne apni gf k sath 3 alg alg din sex kiya tha with condom beech beech m mne check bhi kiya condom FTA to nhi h.mne ek bhi din andr virya nhi nikala.hr bar use unwanted 72 ki goli di.ek bar use periid bhi aa gye mne perioud k bad sex kiya but isi trh condom k sath or tablet bhi di.kuch din bad beech m uski bleeding bhi aa aai or usne kit se homtest bhi kiya jo ki ek line yani negetive aaya...mem kya ab bhi chance h pregenent hone ke
Beta agar aap condom ka istemaal kar rahe hai toh baar baar emergency pill kyu dete hai? ECP pill ke bohot se side effects aur mashik dharam par asar bhi ho sakta hai. Pata nahi abhi tak aap yeh goli kitni baar de chuke hai, unke shareer mein kitni maatra mein dawa jaa chuki hai , jabki nirdharit maatra hai saal mein 2 baar maximum. Ab jo hua so hua, please ab aur koi dawa mat dijiye aur unke periods ko normal cycle mein aane dijiye. Aur safe sex ke liye condom ka istemaal kijiye aur ECP ka NAHI. Aap iss baare mein humse vristaar mein charcha humare discussion board "just poocho" par humse kar sakte hai. https://lovematters.in/hi/forum
Suno jaldi kisi visheshagya ya ache panjikrit doctor se milo aur dekho kya ho sakta hai, agar jyada time nahi hua hoga to aap MTP ki maang kar sakte hai. Kisi bharosemand doctor ki rai leejiye aur kisi neem hakeen ya chemist ki baaton mein bilkul mat aa jaaiye Iske alawa aap FPAI clinic se sampark kar sakte hai jiski jaankari aapko issi website pe mil jayegi. https://www.fpaindia.org/ Aap iss baare mein humse vristaar mein charcha humare discussion board "just poocho" par humse kar sakte hai. https://lovematters.in/hi/forum
Mam meine apni partner k sath 31 may tarik ko sex kiya tha. Aur 12 June se lekar 16 june k bich ka uska period time tha..Aur uska period 13 june ko aya normal. Kya woh pregnant hai.mujhe confirm nahi hai k mera pani uske andar gira tha k nahi.
Unchahe garb aur yon rog se bachne ke liye condom ka istemaal karna chahiye. Sure hone ke liye unprotected sex ke 10 din baad aap ek home test kar sakte hai. Saath hi kisi visheshagya ya ache panjikrit doctor se bhi mil lijiye. https://www.fpaindia.org/ https://lovematters.in/hi/resource/unplanned-pregnancy Aap iss baare mein humse vristaar mein charcha humare discussion board "just poocho" par humse kar sakte hai. https://lovematters.in/hi/forum
Sure hone ke liye unprotected sex ke 10 din baad aap ek home test kar sakte hai. Saath hi kisi visheshagya ya ache panjikrit doctor se bhi mil lijiye. Aur agar jyada time nahi hua hoga to aap MTP ki maang kar sakte hai. Kisi bharosemand doctor ki rai leejiye aur kisi neem hakeen ya chemist ki baaton mein bilkul mat aa jaaiye Iske alawa aap FPAI clinic se sampark kar sakte hai jiski jaankari aapko issi website pe mil jayegi. https://www.fpaindia.org/ Aap iss baare mein humse vristaar mein charcha humare discussion board "just poocho" par humse kar sakte hai. https://lovematters.in/hi/forum
Jaise ki hum hamesha kete hai safe sex ke liye condom use kiya jaata hai. Aur essi stithi mein medical se salha lene ki vajay doctor ki salha leni zaruri hoti hai. Ghar par abortion pill use karna uchit nahi hai isliye iski salha nahi di jaati hai,yeh ek bohot serious matter hai. Suno jaldi kisi visheshagya ya ache panjikrit doctor se milo aur dekho kya ho sakta hai, agar jyada time nahi hua hoga to aap MTP ki maang kar sakte hai. Kisi bharosemand doctor ki rai leejiye aur kisi neem hakeen ya chemist ki baaton mein bilkul mat aa jaaiye Iske alawa aap FPAI clinic se sampark kar sakte hai jiski jaankari aapko issi website pe mil jayegi. https://www.fpaindia.org/ https://lovematters.in/hi/resource/unplanned-pregnancy Aap iss baare mein humse vristaar mein charcha humare discussion board "just poocho" par humse kar sakte hai. https://lovematters.in/hi/forum
Jaise ki hum hamesha kete hai safe sex ke liye condom use kiya jaata hai. Aur essi stithi mein medical se salha lene ki vajay doctor ki salha leni zaruri hoti hai. Ghar par abortion pill use karna uchit nahi hai isliye iski salha nahi di jaati hai,yeh ek bohot serious matter hai aur isliye isme ek doctor ki salha lena anivarye hai. Agar abhi bhi stithi control mein nahi hai jaldi kisi visheshagya ya ache panjikrit doctor se milo aur dekho kya ho sakta hai. Kisi bharosemand doctor ki rai leejiye aur kisi neem hakeen ya chemist ki baaton mein bilkul mat aa jaaiye, Iske alawa aap FPAI clinic se sampark kar sakte hai jiski jaankari aapko issi website pe mil jayegi. https://www.fpaindia.org/ https://lovematters.in/hi/resource/unplanned-pregnancy Aap iss baare mein humse vristaar mein charcha humare discussion board "just poocho" par humse kar sakte hai. https://lovematters.in/hi/forum
Safe sex ke liye condom ka istemaal kiya jaata hai naa ki emergency pills ka bete, Yeh mahila ke masik dharam par asar kar sakti hai. In goliyoun ka laparvaahi se istemaal nahin hona chahiye.yaha padho zara: https://lovematters.in/hi/resource/safe-sex ECP ka istemaal sirf emergencys mein hona chaiye. Iske kai side effects ho sakte hai. Aur jalan hona common nahi hai, toh aap ek panjikrit doctor se mil liye aur iska kaaran pata kar lijiye. Aap iss baare mein humse vristaar mein charcha humare discussion board "just poocho" par humse kar sakte hai. https://lovematters.in/hi/forum
Yaad rakhiye chahe ling ka Sirf thode se samay ke liye yoni mein pravesh hua ho, bina condom ke wo unsafe hai kyunki pregnant hone ke liye ek shuraanu bhi kaafi hota hai. Ab jaldi se ek home pregnancy test lo ya foran kisi visheshagya ya ache panjikrit doctor se milo, aur dekho kya ho sakta hai. Madad ke liye Yeh bhi padho: https://lovematters.in/hi/resource/unplanned-pregnancy https://www.fpaindia.org/ Aap iss baare mein humse vristaar mein charcha humare discussion board "just poocho" par humse kar sakte hai. https://lovematters.in/hi/forum
Hlo madam mne apni ...g.f ke sath periods ke 1din baad sex kiya ....or usa 72 ghnto ke andr pregnancy pill de di hai .....kya isma pregnancy ho skti hai...or uska 5din baad ...BLOOD nikla hai iska kya karan ho skta hai ....ye blood bss thoda samay tk nikla or agla din bnd ho gya.....kya aap.muga bta skta hai ki ..isma vo.pregnant hai ya phr nhi......
Safe sex ke liye condom ka istemaal kiya jaata hai naa ki emergency pills ka bete, Yeh mahila ke masik dharam par asar kar sakti hai.Aur kai baar yeh lene ke baad thodi blood nikalna common hai. In goliyoun ka laparvaahi se istemaal nahin hona chahiye.yaha padho zara: https://lovematters.in/hi/resource/safe-sex ECP ka istemaal sirf emergencys mein hona chaiye. Iske kai side effects ho sakte hai. Aap iss baare mein humse vristaar mein charcha humare discussion board "just poocho" par humse kar sakte hai. https://lovematters.in/hi/forum
Madam periods ke kitna din baad sex krna chaiya...or kitna din phle......madam 72 wali pill lene se koi side effect toh nhi hoga na future meee .or madam ldkio ko pta kese chlega ki usa date aana wali hai.....pllllllllsssssss jldi btaye......pllllsss
Actually yeh puri tareh se ladki ki mahavari par depend karta hai, yadi who bilkul nirdharit hai ya nahi jiski vajeh se yeh bahut hi risk ka kaam bhi hai. Yadi aap bina kisi protection ke yaa bina kisi suraksha ke sex ki soch rahe hai toh shayad aap unn dino ki baat kar rahe hain jin mein bacha rukna mushkil hai. Yeh ho toh sakta hai lekin yeh poori tareh se surakshit nahi maana jaata. Yadi aap pregnancy ke risk se bachna chahte hai to kisi aur tarike ke mukable condom ka istemal karna easy aur safe tarika hai. https://lovematters.in/hi/resource/safe-sex Safe sex ke liye condom ka istemaal kiya jaata hai naa ki emergency pills ka bete, Yeh mahila ke masik dharam par asar kar sakti hai. Bete Periods ke shuruwat mein inka aneemit hona swabhavik hai lekin baad mein yeh takreeban 28 se 34 dino ke antaral pe hoti hai, jo ki har mahila ke liye alag alag hota hai. Ok? https://lovematters.in/hi/resource/menstrual-cycle Aap iss baare mein humse vristaar mein charcha humare discussion board "just poocho" par humse kar sakte hai. https://lovematters.in/hi/forum
mam me bht pareshan hun mne kuch din phle apni gf ke sth sex nh kia pr thoda bht ander chla gya or jbhi mra nkl gya ab me itta sure bhi nh hu ki mra sprm ander gya ya nh pr mne usse i pil bhi khila di ussi din pr mjhe fr bhi bht tension hai ese mr vo prgnant ho skti hai kia plzz answer me
Safe sex ke liye condom ka istemaal kiya jaata hai naa ki emergency pills ka bete, Yeh mahila ke masik dharam par asar kar sakti hai. In goliyoun ka laparvaahi se istemaal nahin hona chahiye.yaha padho zara: https://lovematters.in/hi/resource/safe-sex ECP ka istemaal sirf emergencys mein hona chaiye. Iske kai side effects ho sakte hai. Sure hone ke liye unprotected sex ke 10 din baad aap ek home test kar sakte hai. Saath hi kisi visheshagya ya ache panjikrit doctor se bhi mil lijiye. https://www.fpaindia.org/ https://lovematters.in/hi/resource/unplanned-pregnancyhttps://lovematters.in/hi/resource/safe-sex Aap iss baare mein humse vristaar mein charcha humare discussion board "just poocho" par humse kar sakte hai. https://lovematters.in/hi/forum
Actually yeh puri tareh se ladki ki mahavari par depend karta hai, yadi who bilkul nirdharit hai ya nahi jiski vajeh se yeh bahut hi risk ka kaam bhi hai. Yadi aap bina kisi protection ke yaa bina kisi suraksha ke sex ki soch rahe hai toh shayad aap unn dino ki baat kar rahe hain jin mein bacha rukna mushkil hai. Yeh ho toh sakta hai lekin yeh poori tareh se surakshit nahi maana jaata. Yadi aap pregnancy ke risk se bachna chahte hai to kisi aur tarike ke mukable condom ka istemal karna easy aur safe tarika hai. https://lovematters.in/hi/resource/safe-sex Aap iss baare mein humse vristaar mein charcha humare discussion board "just poocho" par humse kar sakte hai. https://lovematters.in/hi/forum
Safe sex ke liye condom ka istemaal kiya jaata hai naa ki emergency pills ka bete, Yeh mahila ke masik dharam par asar kar sakti hai. In goliyoun ka laparvaahi se istemaal nahin hona chahiye.yaha padho zara: https://lovematters.in/hi/resource/safe-sex ECP ka istemaal sirf emergencys mein hona chaiye. Iske kai side effects ho sakte hai. Aap iss baare mein humse vristaar mein charcha humare discussion board "just poocho" par humse kar sakte hai. https://lovematters.in/hi/forum
Mam maine period time me apni gf ke sath ek rat me 4 bar sex kiya last bar jab kiya to mal ander hi jhad diya aur usi time uska period band ho gaya tab se vo period ni hui 1 month 14 days ho gaye kya vo pregnent hai ager hai to koi gharelu nuska bataiye kyuki vo mujhse bahut dur hai mai use dava bhi ni de sakta na uske pads ja sakta hu
Period ke DAURAAN? Tab toh pregnant hone ka chance naa ke barabar hota hai beta. Phir bhi kisi bhi risk ya sankraman se bachne ke liye condom ka istemaal anivaarya hai. https://lovematters.in/hi/resource/faqs-period https://lovematters.in/hi/news/sex-during-my-period-do-i-need-contraception Sure hone ke liye unprotected sex ke 10 din baad aap ek home test kar sakte hai. Saath hi kisi visheshagya ya ache panjikrit doctor se bhi mil lijiye. https://www.fpaindia.org/ https://lovematters.in/hi/resource/unplanned-pregnancy Aap iss baare mein humse vristaar mein charcha humare discussion board "just poocho" par humse kar sakte hai. https://lovematters.in/hi/forum
नई टिप्पणी जोड़ें

Comment

  • अनुमति रखने वाले HTML टैगस: <a href hreflang>