Zyadatar cultures me, jisme humara culture bhi shaamil hai, bina shadi ke pehle baar sex ko galat maan jaata hain kyunki pehli baar wale sex se virginity khone ki dharnaye judi hot hai. Aur aksar isse keval ek ‘females ki problems’ maana jaata hai. Aise hee kuch galat dhaarnaon se parda uthaane aur virginity ke baare me aur janne ke liye padhiye ye kuch khaas baatein.
Jab bhi hum “shaadi” shabd sunte hain, toh humare man me turant ek dulhe aur dulhan ki picture ban jaati hai. Lekin dulhe- dulhe aur dulhan - dulhan ki shaadi ho toh?
Pehli baar ke sex ki zindagi me ek khaas importance hai, phir chaahe aap uss insaan ke saath lambe time se rishte me ho ya phir abhi mile ho. Waise toh iske koi khaas rules nahi hai lekin kuch aisi baate hain jin ko agar dhyaan me rakha jaaye toh wo aapke experience ko pleasant aur comfortable bana sakta hain..
Sex aur sexual expression ek sundar lekin behad private aur deep feeling hai. Par ye yaad rakhe ki aap aur sirf aap hi yeh decide kar sakte hain ki aap kab sex ke liye ready hain. Isme agar apko kuch help ki zarurat hai, toh padhiye kuch zaruri baate.
Kya uske kamre me aate hi aap par khumaari badh jaati hai? Kya uski muskaan se apko yakeen ho jata hai ki yahi sachcha pyaar hai? Arre, zara dil ki lagaam ko thaamo bhai. Yeh toh pata kar lo ki jise aap sachcha pyaar maan baithe hai kahi wo ‘infatuation’ toh nahi hai.
Aaj Love Matters apko mahilaayon ke uss khaas ang (organ) ke baare me bataane ja raha hai jiska kaam chupchaap sirf orgasm dena hai. Kya kamaal ka kaam hai na!
Premature ejaculation (sheeghrapatan) purushon me ek bohot aam yaun samasya hai. Sheeghrapatan kuch aisa hota hai maano ki kissi achi khaasi hone wali party main achanak se padosi wale Uncle aakar music band karwa dein. Yeh kyun hota hai? Iska treatment kya hai? Kya iska asar kewal purushon par he padta hai? Neeche padhiye kuch facts…
Love matters
Blush-free facts and stories about love, sex, and relationships