Karshma bete , periods ke shuruat mein inska aneemit hona swabhivik hai lekin baad mein yeh takreeban 28 se 34 dino ke antral pe hoti hai, jo ki har mahila ke liye alag alag hota hai.
https://lovematters.in/hi/resource/menstrual-cycle
Agar ye bahut zyaada irregular ho toh ek visheshagya ya achchhe panjikrit doctor se consult kijiye. Aur jaldi pregnancy ke tips yaha padhiye: https://lovematters.in/hi/resource/tips
https://lovematters.in/hi/news/getting-pregnant-dos-and-donts
Yadi aap is mudde par humse aur gehri charcha mein judna chahte hain toh hamare discussion board “Just Poocho” mein zaroor shamil hon! https://lovematters.in/en/forum
Karshma bete , periods ke…