Anurag bete, mahila ke maasik chakr ko 4- 6 mahine dekhiye - wo kitne dino mein aata hai. 28, 30, 32...lekin isse zyada nahin. Isse note keejiye, aapko gap ka pata pad jayega. Phir mahine ke pehle din se aap aage 14 din ginenge- jo tareek miltee hai usse 2 din pehle aur 20 din baad – yaani 5 poore din chances jyada hote hain - yeh mana jata hai ki mahine shuru ke 14ve din ke aas apaas mahila k aanda aata hai, jo ki sirf 24 gahntey jeevit rehta hai. Bachcha chahtey hain to in dono sex ek baar zaroor karna hai – aur aadmi ka veeryapaat bhi andar hee hona hai. Un dino mard hastmaithn na kare to behtar. https://www.babycentre.co.uk/ovulation-calculator https://lovematters.in/en/our-bodies/ovulation-calendar-how-to-calculate-ovulation Yadi aap is mudde par humse aur gehri charcha mein judna chahte hain to hamare discussion board “Just Poocho” mein zaroor shamil ho! https://lovematters.in/en/forum

Comment

  • Allowed HTML tags: <a href hreflang>