Kaira bete hum aapki aur unki pareshani samajh sakte hain, lekin jis rishte mein parents ka virodh ya family problem ho usmein samsya ho sakti hai. So.....aur jab ek rishta ek makaam tak aa ke ruk jaata hai, toh us per hee tike rehana shayed itnee samjhdaari nahin. Aage badhiye, naye kadam uthaiye, naye aur purane dost dhoondhiye, films, music, koi hobbies. All the best. Ye padhiye: https://lovematters.in/hi/love-and-relationships/breaking-up/how-to-get-over-a-break-up-a-proven-technique https://lovematters.in/en/love-and-relationships/parents-vs-partner-who-would-you-pick Yadi aap kisi bhee mudde par humse gehri charcha mein judna chahte hain to hamare discussion board “Just Poocho” mein zaroor shamil ho! https://lovematters.in/en/forum

Comment

  • Allowed HTML tags: <a href hreflang>