Bête samanyataya periods 28 se 34 dino ke antral per ho sakte hai. Yadi yeh in dinon ke antral par na hokar har baar aniyamit hote hai toh is bare mein aap kisi vishesgya ya pnjikrit doctor se mill lijiye. Pregnancy ke liye kya aapne kisi visheshgya ya panjikrit doctor se consult kiya hai? Yadi nahi toh kisi vishesgya ya ache panjikrit doctor se mill lijiye. Aur aap chinta mat kijiye, doctor ke nirdesh ka palan kijiye. All the best! Ise bhee padhiye: https://lovematters.in/hi/resource/tips https://lovematters.in/hi/resource/pregnancy https://lovematters.in/hi/resource/menstrual-cycle https://lovematters.in/hi/our-bodies/my-periods-are-irregular-what-should-i-do Yadi aap is mudde par humse aur gehri charcha mein judna chahte hain to hamare disccsion board “Just Poocho” mein zaroor shamil ho! https://lovematters.in/en/forum

Comment

  • Allowed HTML tags: <a href hreflang>