Bete Periods ke shuruat mein inska aneemit hona swabhivik hai lekin baad mein yeh takreeban 28 se 34 dino ke antral pe hoti hai, jo ki har mahila ke liye alag alag hota hai. Yadi ye zyaada jaldi ya zyaada late ho rahe hain toh please ek visheshagya ya achchhe panjikrit doctor se jald consult kijiye. Ok?. https://lovematters.in/hi/resource/menstrual-cycle Yadi aap is mudde par humse aur gehri charcha mein judna chahte hain toh hamare discussion board ‘Just Poocho’ mein zaroor shamil hon! https://lovematters.in/en/forum

Comment

  • Allowed HTML tags: <a href hreflang>